Dr. Mera period 25 june ko aaya or meri bleeding bahot km ho rhi hai is baar to kya isse problem hogi mujhe pregnent hone me. Mera evolution date bhi bataye.
Ask Free Question
Agar bleeding kam hai to pahle aage ke mahine me pregnancy nahi rahi hai vo check karna achha- pregnancy test se. Bahut sare medical taklif ke liye khud doctor ko prashna karke detail me medical history leni padti hai, check up karna padta hai aur kabhi kabhi reports dekhna padta hai isliye doctor ko milo. Jinka periods regular 28 din pe aata hai unko pregnancy rahne ka chances jyada hota hai jab intercourse 11 se 16 din ke aas paas hota hai. Counting period ke pahle din se hota hai. Agar periods alag hai to alagse counting karna padta hai kyonki ovulation agle aanevale period se 14 din pahle hota hai. Ya ni agar 25 june ka period hi tha aur aapko 28 din pe period aata hai to ovulation date 9/7 rahegi.
Take help from the best doctors
Ask a free question
Get FREE multiple opinions from Doctors