Alcohol Addiction
Hi,
I am Dr. Naresh Mishra, Psychologist. Me aaj apko alcohol addiction ke bare me btaunga. Sirf 10-15% log hi alcohol nhi lete hain. Myht hai ki alcohol addiction kaise bimari ho skti hai? Jaise BP, sugar, heart problems, breathing issues hain. Isme physically koi problem nhi dikhta hai. Iska treatment kyu important hai. Aap alcohol and alcohol addiction me differentiate kaise kr skte hain. Islia important hai ki log apne aap ko pehchane. Unhe identify krna hai ki alcohol addiction unhe hain ya nhi. Agar alcohol ki vjha se apki life ka har ek part effect ho rha hai to apko alcohol addiction hai.
Alcohol apki mental, physical, samajik and family life ko effect krta hai. Alcohol addiction ke apne sign and symptoms hote hain. Agar aap iska proper treatment len to is problem ka bhi solution hai. Hum patient ko educate krte hain ki kaise alcohol addiction ko overcome kaise kia jata hai. Is bimari me mental obsession hota hai. Hum patient ko physical allergy ke bare me btate hain. Jinhone proper treatment lia hai vo successful hue hain is problem ko overcome krne me. Agar kisi ki drug addiction ka problem hai ya or koi bhi addiction hai to aap consult kr skte hain Dr se. Iske alwa agar apko koi bhi information chaiye to aap mujhse Lybrate ke through contact kr skte hain.
Thank you