Allergic Rhinitis And Bronchitis In Children
Hello Friends!
Aaj ka hmara topic hai bachon me allergic rhinitis or allergic bronchitis. Ye aaj kal bachon me bhut jyada paya jata hai. Bachon ko baar baar cold, cough, vomiting ka problem rehta hai. Patients islia apne bachon ko doctor ke pass baar baar late hain ki dawaiyan dene ke baad bhi vo baar baar bimar ho jata hai. Lekin homeopathic treatment se isko roka ja skta hai. Homeopathic se na kewal bacho ka immunity strong hota hai, in fact, unka general health, appetite, improvement in digestion system ye sab unke development ke lia thi ho jata hai.
Bachon ko hmeopathy me mithi goliya di jati hain. Isme bachon ko koi injcetion bhi nhi dia jata hai. Nahi bache kisi trha ki kadvi dawaiyon se preshan hote hain. Is treatment se cold-cough ki problem ko bhi roka ja skta hai. Jin bacho ki immunity weak hoti hai unme viral and bacterial infections baar baar hote hain. Homeopathy se in sab ko improve kia ja skta hai. Homeopathy se immunity ko strong kia ja skta hai. Jo bache sensitive jyada hai jaise jinko khaste khaste uldti ho jati hai, un bachon me bhi is bimari ko homeopathy se roka ja skta hai. Or future me is treatment se unhe permanent thik bhi kia ja skta hai. Homeopathy bacho ke lia kafi achi rehti hain. In allergies se bachon me ye bimariyan permanent thik kia ja skta hai.
Thanks