Anal Fissure
Hi,
I am Dr. S K Singh, Ayurveda. Aaj hum baat krenge anal fissure ke bare me. Ye ek injury ke roop me dikhta hai. Iska main symptom pain hai. Anal fissure me 2 states hain - acute and chronic. Chronic me pain hota and khtam ho jata hai. Hum baat krenge acute anal fissure ke bare me. Iska symptom hai pain while passing stool. Kayi baar pain itna jyada hota hai ki patient khana peena chor dete hain taki unhe motion ke lia na jana pade. Pain killers ka asar bhi 2-3 hours ke baad khatam ho jata hai. Modern hospitals me immediately surgeries suggest ki jati hai.
But aisa jaruri nhi hai ki surgery krane ke baad patient puri trha se thik ho jaye. Surgeries ke bhi apne complications hote hain. Kayi baar patient jyada damage hone ki vjha se stool nhi rok pate hain. Ayurveda me iska bhut hi acha treatment available hai. Isme injury choti hoti hai but pain bhut jyada hota hai. Is vjha se rasta tight and band ho jata hai. Spasm itna jyada ho jata hai ki patient gas bhi pass nhi kr pata hai. Hum medicines apply krte hain. Dilatation dia jata hai. Patient ko daily 10 minutes ke liya aana hota hai hmare pas. Within 5-7 days patient us face se bahar aa jat hai. 80% patient ki problem khatam ho jati hai. So, now only say NO to surgery. Humne bhut patient dekhe hain jisme patient ko surgery se koi benefit nhi hua hai. Islia aap ayurveda Dr. se pehle consult kren.
Thank You