Asthma In Kid
Hi,
I am Dr. Poornima Modi, Pediatrician. Today I will talk about asthma in kids. Bachon ko winter ke season me saans lene ki dikat hoti hai and raat ko bhi bache ko problem ho jati hai. Dust exposure se bhi bache ko problem hoti hai. Isko nazarandaz mat kriye. It is not the curable one. Lekin iska management possible hai. Misconception hai inhalers ko leke. Islia hmari first preference inhalers hote hain quki medicines directly lungs pe effect krti hain.
Agar hum timely treatment nhi krte hain to saans lene ka rasta shrink ho jata hai. Inhalers ko lene ke lia ek technique hoti hai jo follow krni chaiye. Islia bachon ko agar koi bhi problem hai to ignore mat kriye. Immediately Dr se consult kriye. Or agar Dr recommend kr rha hai inhalers ke lia to aap bache ko jrur dijiye. Inhaler bhut hi safe way hai is disease ke lia.
Thank You.