Cervical Cancer
Hi,
I am Dr. Archana Gupta, Gynaecologist. I am practicing since 16 years in Delhi. Today I will tell about the prevention of cervical cancer. This cancer is caused by HPV virus. Ye sexually active persons me active virus hai. Sexual activity ke time ye hmari body me transmit hota hai. Inse hmari body me genital warts hone ka darr rehta hai. Kuch hume cervical cancer jaisi bimari bhi dete hain. Iske kuch strains bhut active hote hain. Ye hume kuch age ke baad symptoms show krte hain.
Iske vaccines hum girls ko 11 ki age ke baad de skte hain. Ye vaccine ladies me 60 years tak recommend ki gyi hai. Periods start hone ke baad ise hum 3 doses me dete hain. Inse hum apne betiyon and daughters ko safe rkh skte hain. Pregnant ladies ko ye vaccines nhi di jati hai. Quki ye baby ko harm krti hai. Aap Lybrate ke through mujhe contact kar skte hain.
Thank You!