Common Human Diseases
This is Dr. Laxman G. Jonwal. I did my MD from Mumbai University; I am practicing for last 28 years. I am having a specialization in multiple diseases management. Aj kl hum dekhty hain k qai logon ko qai bemaariyan ek sath hoti hain. Qai logon ko rodhey rog, blockages, Diabetes, blood pressure, Arthritis, spine ka disease, cancer, brain ka disease neurological disorder, Dementia, Alzheimer’s, Parkinson’s ye sari bhr sari diseases ek sath hony lg gi hain. Aur phir esy patient ko in bemaariyon k liye qai doctoron aur hospitals k chakkar lgany parhty hain. Is k bawajood me b ye dekhny me ata h k patient ki bemaariyan theek hony k bajai os me nai nai bemaariyan any lgti hai aur patient ki bemmaiyan aur dawaiyon ki sankhia barhny lgti h. so pury vishv me multiple disease ek bht bri samasia h aur isi ki wja se patient logon ko bht sara paisa qai sary operation krwany parhty hain. Os k b bawajood b uny acha aarugau ni mil pata hai. Is sabi zaruraton ko pura krny k liye hum ny search kr k humary 28 saal k experience me Dr. Jonwal’s NAP Therapy ko develop kia hai. Dr. Jonwal’s NAP Therapy in sabi bri bri bemaariyon pr rodhey rog se ly k diabetes, blood pressure, cancer, Alzheimer’s, Dementia, Parkinson’s, Hepatitis-B, Hepatitis-C, liver ki bemaariyan, kidney ki bemaariyan, brain ki bemmariyan, in sari bemaariyon ko ek hi sath me theek krny ka pryaas krti hai. Aur patient ko 1 se 2 haftoon me achy parnaam dikhny lg jaty hain. Bht zyada kalist bemaari ho bht zyada purani bemaari ho to esy patient ko 1.5 se 2 mahiny me acha resultmilny lgta hain or on ki bemaariyan 40 prteshat se 90 prteshat kam ho jati hain aur patient ek healthy jeevan jeeny lg jata h. Dr. Jonwal’s NAP Therapy me qai sero p ilaaj kia jata hai sb se pehly patient ko herbral dawaiyan di jati hain, herbal oils aur herbal ghee diye jaty hain ko k sb 100 prteshat safe hoty hain jin ka kabhi kisi patient ko side effect ni hota. Second, Dr. Jonwal’s NAP Therapy me patient ko panchkarma diya jata h jis k wja se patient k shareer me ki jo nassy hoti hain wo saaf ki jati hain, purify ki kiya jata h, patient k shareer me se jo toxin hota h vishdrawia hota h wo sara bhr nikala jata h. patient ki jo paishiyan hoti hain ya system hota h away hota h uny rejuvenate kiya jata hai. chothi baat h k Dr. Jonwal’s NAP Therapy me patient ko food therapy ki jati h. food therapy k sath me life style modification diya jata h Dr. Jonwal’s NAP yoga diya jat hai. Patients k hormones, brain, mind ko ek sath treat kiya jata h, patients ka immune system correct kiya jata h,jo k patient ko sabi bemaariyon main bht zyada opyugt seedh hota h. Patient ka allegy bht kam ho jata hai jis k wja se patient ko allergy se related bimaariyan b km ho jati hain aur oski preshaaniyan b km ho jati hain. Qai patient logon ko multiple disease me, jo treatments di jati hain Alllopathy me on ki b wja se jo nai bemaariyan paita hoti hain ye sari bemaatiyan Dr. Jonwal’s NAP Therapy k sath theek ki jaa skti hain. Dr. Jonwal’s NAP Therapy patient k illaaj k sath sat hos ko mansiq roop se, sharink roop se, pait ki jga, brain k roop me, hormones k level p, sabhi istruv pr theek kr k os ko mairughi bnany lgti h aur patient k jo aj ki jo samnia mansiq bemaariyan Anxiety, Palpitation, depression, neend na ana, sleep disorders ye sari bemarriyam boht hi kaargaar tareeqy se aur boht hi jaldi jaldi theek hony lgti hain. In sabhi bemaariyon me kuch patients ko to 1 se 2 din me b result dikhny lg jaty hain lekin samy any tk sabhi patients ko 1 se 2 hafty tk boht achy parnaam dikhy lg jaty hain jo k patient k healthy life liye boht zyada zaruri hain. In bemaariyon k management k liye aap is se ek agy ki sillah ya treatment lena chaty ho to aap mujhe Lybrate.com k through contact kr skty ho aap text consultation kr skty ho aap video consultation kr skty ho ya aap direct mery hospital me aa kr is k liye ek safal check sa ly skty ho.