Erectile Dysfunction - Know The Causes Behind It
Hi, I am Dr. L.A Dongarwar, Ayurveda. Today I will talk about erectile dysfunction. It is an inability in the development of erection and maintaining an erection while intercourse. Erectile dysfunction kyu hota hai? Iske bhut sare causes hain like physical, mental issues and psychosomatic problems. Iske dusre causes hain anxiety, stress level, depression. Ageing factor bhi effect krta hai. Isme jo disease hote hain jaise heart disease, diabetes, ya fir or koi chronic disorder hote hain unki vjha se bhi erectile dysfunction hota hai. Penis me narrowness develop ho jata hai. Usme blood ki quantity kam ho jati hai. Kuch patient ko erection ata haia but sex ke time pe erection kam ho jata hai. Iska matlab hai ki penis me blood thik se aa nhi rha hai. Hormonal imbalance ki vjha se bhi ye problem hoti hai. After 45-55 hormonal level kam ho jata hai. To iski vjha se bhi sexual problem hoti hai. Thank You.