Kegel Exercises For Erectile Dysfunction
Hi Everyone!
My name is Yogesh Tandon. Aaj me apko simple exercise ke bare me bataunga jo apko erectile dyscfuntion se prevent karega or apki sexual drive bhi boost krega. Testosterone is the key for sexual hormone. Exercises inke level ko badha bhi sakti hai or decrease bhi kar skti hain. Jaise cardiovascular exercise kerna like running and cycling. Isse stress hormone cortisol badhta hai jo hamare testosterone level ko decrease kerta hai. Testosterone level ko increase kerne ke lia weightlifting sabse acha hai but excess me harmful hai. 45-60 mins hi keren, week me 4-5 times.
Kegel exercise aap kar sakte hai vo bhi without any equipment. Ise maximum log galat tarike se kerte hain. Ye ek simple exercise hai hamare perineal muscles ko strong kerne ke lia. Ye exercise kerne ke liye aap sidhe baithe or anal rectum ko multiple time squeeze krna hai. Ye apne 10-12 times ek bar me krna hai. Iske sath sath breathing bhi kerte rahen or din me iske 3 set kerne hain. Ye exercise every week nahi kerni hai. Week me 3-4 times keren. 2nd exercise hai apko urine kerte hue urine ko stop kerna hai. Basically apko uska flow stop kerna hai or uske baad firse urine start kerna hai. Isko aap din me 3-4 times keren. Is se aap premature ejaculation bhi stop kar skte hain. Isse apko strong erection, healthy prostate, more stamina ka benefit hota hai. You can contact me through lybrate.
Thank you