Hair And Skin Problems
Hello,
I am Dr. Sonali Ravindra Kavathekar, Ayurveda. I am practicing for 10 years. Aaj ka hmara topic hai hair and skin problems ke lia. Proper diagnosis is done with the help of modern techniques. Hair and skin analyser ke through analysis kia jata hai. Hum pta chal jata hai ki kitna damahe hua hai. Hum derma roller and PRP ke through bhi treatment dete hain. Skin pe ye treatment dene se skin rejuvenate hoti hai. Hair k roots ko strength milti hai. Patient apne unwanted moles bhi remove kra skta hai. Iske causes hai poor digestive system, hyperacidity, migraine, constipation. Pehle hume main cause ko treat krna hota hai.
Hume apna lifetsyle improve krne ki jrurat hai. Poor lifestyle se bhi hume aise disorders hote hain. Aaj kal premature greying bhut common hai youngsters me. Hum patient ko pachakarma ka treatment bhi advice krte hain. Is treatment se body ke toxins bahar kr dia jate hain. Ek hota hai leech treatment jo apke skin and hair root me lgaya jata hai jis se vo sara impure blood suck kr leti hai. Is se pigmentation kam ho jata hai. New hair aane start ho jate hain. Hum nose me dane ke lia kuch medicines dete hain. Shirodhara treatment prescribe kia jata hai. Stress induce ke problems ko overcome krne ke lia ye treatment dia jata hai. Hum patient proper diet btate hain. Yoga postures advice kia jata hai. Patient ko external medication apply krne ke lia dia jata hai. For more information you can contact me on Lybrate.
Thank You!