Hi,
I am Dr. Jatin Mittal, Homeopath. Aaj hum baat krenge hair loss and PRP ke bare me. Ye ek bhut common problem hai. Hair loss ke types hain male or female pattern baldness. Male pattern baldness testosterone ki vjha se hota hai. Bhut sare infections bhi hai jo hair loss cause krte hain. Like dandruff, fungal infection. Or bhi infections hain jo hair ko effect krte hain. Hair ko tight tie krna se bhi hair loss hota hai.
Another cause is trichotillomania. Kuch autoimmune factors hote hain jaise alopecia areata. Medicines ke through bhi hum treatment dete hain. Ek treatment hai PRP. PRP ke lia hum patient ko kyu recommend krte hain. Quki ye sabse safe procedure hai. PRP kaise krte hain. Isme hum blood se plasma extract krte hain. Every month hum 5-6 therapies recommend krte hain. Precautions jo apko kuch dino ke lia lene hain ki apko koi bhi heavy work nhi krna hai. Gym me heavy workout nhi krna hai. Apko strong tea, alcohol, smoking avoid krni hain. Vaise apko 24 hourse tak avoid krna hai but agar aap 2-3 days avoid kr skte hain to apko bhut acha result milta hai.
Thank You.