Heart Disease
Namaskar,
Me Dr. Rajiv Agarwal, Cardiologist. Aaj me apko btaunga heart disease ke bare me. Me apko btaunga ki kaise pta chal skta hai ki heart disease ke chances hain and ise kaise prevent kia ja skta hai. Heart attack, stroke inse jyada important health issues ho chuke hain. 80% of heart diseases are due to our lifestyle. Aap simple 7 rules follow kren.
1. Physical activities. Regular exercise kren.
2. Blood pressure and blood sugar maintain rkhen.
3. Maintain healthy weight.
4. Avoid smoking, alcohol and tobacco use.
5. Reduce your bad cholesterol level.
6. Maintain you mental health like stress management.
7. Maintain a healthy lifestyle.
Apni family ki health ka bhi dhyan rkhen. Heart disease detect krne ke lia blood test kra skte hain. Echo krva skte hain. Coronary angiography kra skte hain. Angioplasty bhi kra skte hain. Isme hum stent use krte hain. Agar kbhi bhi apko koi health issue dikhta hai to Dr se immediately consult kren.
Thanks!