Lybrate Logo
Get the App
For Doctors
Login/Sign-up
Last Updated: Jan 10, 2023
BookMark
Report

Keratin Treatment For Hair

Profile Image
Looks Forever Hair And Skin Aesthetic ClinicDermatologist • 23 Years Exp.Dermatologist
lybrate_youtube

 

Hello,

 I am Anjali Sharma. Today, I am going to tell you about keratin treatment. Jaise ki aap sabhi ko pata hai keratin kya hai? keratin ek treatment hai which is a protein content. Keratin mein protein hota hai jo hamare hair ko dryness aur frizziness se cover karta hai. Dryness and frizziness aajkal bohot hi jyada common ho gaya hai hamare hair mein jitna bhi ham chemical treatment karate hain as all we are doing the hair colour, straightening, smoothening in sab cheezon se kya hota hai ki hamare hair mein dryness aa jata hai. Dryness ke sath-sath main cheez is that ki protein jo hamare hair ka hota hai wo khatm ho jata hai jaise ki hamara hair 92% protein se bana hota hai jab bhi hum koi chemical treatment kara lete hain to hamare hair ka protein bilkul khatm ho jata hai. So keratin kya karta hai? keratin hamare hair mein additionally protein add kar deta hai. keratin is a protein treatment jo protein add karta hai jisse ki hair ka dryness, frizziness control kiya jata hai. Frizziness control karne ke sath-sath keratin hamare hair mein main ek smoothness bhi deta hai. keratin straightening nahi hai bohot sare logon ko lagta hai keratin ya straightening karane se hamara hair straight ho jata hai, but keratin se straight nahin hota hai keratin sirf aur sirf dryness aur frizziness as ko control karta hai. 40 to 50% hamara hair smooth texture mein aata hai but straight nahin hota hai yeh sirf ek treatment hai dry aur frizzy hair ke liye.

So now I am going to tell you ki aaj ke time mein market mein bohot sare tarike ke keratin available hai jismein GK hain one of the most popular brand which is a very good thing then there is avology what we are doing over here is avology and GK ye dono hi popular brand hai aur bohot acche keratin treatment hote hain jisse aapke hair ko accha result milta hai dryness and frizzy hair mein. Jinke hair bohot jyada damage ho chuke hain, dry ho chuke hain, bar-bar colour karane se over the period ham log jitna colour karte hain, chemical use karte hain hamare hair bohot kharab texture mein chala jata hai jismein hamare hair mein 0% protein ho jata hai, but keratin karne se kya hota hai ki content jo keratin ke andar hai which is a protein jo hamare hair mein additionally add karta hai keratin wo ek lamination create kar deta hai balon ke andar jo hair ko smooth texture deta hai. So abhi main baat karungi available keratin in the market jismein hamare pass bohot sare keratin available hai market mein.

if I talk about 2-3000 main bhi keratin start karte hain people in the market, but there are the different-different quality of keratin jisme ki agar jo hamare cheap range wale keratin hote hain usmein formal dehydrate hota hai, jo formal dehydrate hai ye aap logon ko janna bohot jaruri hai ki keratin ke andar formal dehydrate nahin hona chahiye jo market mein saste keratin available hai unke andar formal dehydrate hota hai, which is a cancer cause. Jo GK keratin hai jo avology keratin hai ya jo Brazilian blowout hai inke andar 0% formal dehydrate hota hai jo aapke hair ko to theek karta hi karta hai as well aapki health ke liye bhi theek hai but market mein jo bhi cheap rate wale keratin available hota hain unke andar formal dehydrate hota hai jo ki aapke health ke liye bilkul theek nahin hota hai long term main agar aap usko use karoge to that can be a cause of cancer.

So guys please jab bhi aap market mein keratin ke liye jaayen, kisi bhi salon mein keratin ke liye jaayen please make sure ki aap kaun sa brand use kar rahe hain, koi bhi amount accordingly agar aap keratin karwaynge so that will not be good, you should know aapko puri knowledge honi chahiye ki aap kaun sa brand use kar rahe hai koun sa keratin use kar rahe hain uska kya effect hoga aur uska kya side-effect hoga. keratin karte hue brand ka dhyan rakhna hai ki aap konse brand ka keratin use kar rahe hain. Uske baad aftercare is also important because jab bhi ham keratin karte jain keratin 1 lamination create kar deta hai aapke hair ke upar jo aapko shine deta hai, to uske bad aapko ye dhyan rakhna hai ki aapko postcare mein kya karna hai, shampoo and conditioner koun se use karne hain, keratin ke bad app koi bhi sulphate wala product nahin use kar sakte hain otherwise keratin pura ek hi wash mein wash out ho jata hai. So after the keratin you have to do sulphate free shampoo and conditioning only otherwise there is no point in getting keratin in your hair. So these are the most important tips which you have to remember that ki keratin konse brand ka hai wo formal dehydrate free hona chahiye and after that aap usmein koun sa product use karen joki sulfate free ho? So for more information for expert advice you can consult me through Lybrate. 

Thank you.

In case you have a concern or query you can always consult a specialist & get answers to your questions!
chat_icon

Ask a free question

Get FREE multiple opinions from Doctors

posted anonymously

TOP HEALTH TIPS

doctor

Book appointment with top doctors for Hair Treatment treatment

View fees, clinc timings and reviews
doctor

Treatment Enquiry

Get treatment cost, find best hospital/clinics and know other details