Lybrate Logo
Get the App
For Doctors
Login/Sign-up
Last Updated: Jul 07, 2023
BookMark
Report

Know More About Motor Neuron Disease

Profile Image
Dr. A.K GuptaHomeopathy Doctor • 48 Years Exp.MD (Homoeopathy), DHMS
lybrate_youtube

Hi,

I am Dr. A.K Gupta, Homeopath. Aaj hum baat krenge motor neuron disease ki. Isme message muscles tak nhi phuchta hai. Iski vjha se muscles me weakness aani shuru ho jati hai. Is bimari ka kafi late pta chalta hai. Isme agar patient ko chalne firne me dikkat aati hai to vo orthopedist ke paas jata hai. Iske symptoms hain difficulty in walking, speaking, breathing, eating. Ye problem males me jyada dekhi jati hai. Isme 5% cause hai genes. Ye 4 types ke hote hain. Amyotrophic lateral sclerosis (ALS), progressive bulbar palsy (PBP), progressive muscular atrophy (PMA) iske types hain. Iske symptoms fix nhi hai ki pehla kya hoga.

Pehle apko kuch bhi ho skta hai like awaz change hona. Bolne me problem aana, swelling me difficulty hona. Body ka koi bhi part shiver kr skta hai. Dheere dheere kamjori aati hai. Jaise hi patient khada hota hai use lgta hai ki vo gir skta hai. Muscles weakness me khasne and swallow krne me dikkat hoti hai. Ye un logon me jyada dekha jata hai jo injustice ko bear nhi kr pate hain. bhut sensitive logon me ye problem jyada dikhti hai. Mentally sensitive person more prone to the disease. Allopathy me iska aisa koi treatment nhi hai lekin homeopathy me iske progression ko roka ja skta hai. MNT ke patients ko nirash hone ke jrurat nhi hai. Homeopathy treatment is bimari ko thik ki ja skta hai. Hum kafi hadd tak patient ko laabh phuchane me saksham hain. Agar apko kbhi bhi iski problem lgti hai to aap homeopathy treatment ko jrur apnayein.

Dhanywad!

In case you have a concern or query you can always consult a specialist & get answers to your questions!
chat_icon

Ask a free question

Get FREE multiple opinions from Doctors

posted anonymously
doctor

Book appointment with top doctors for Swallowing treatment

View fees, clinc timings and reviews
doctor

Treatment Enquiry

Get treatment cost, find best hospital/clinics and know other details