Musculoskeletal Pain
Main DR Anuradha Sharma, "At my Physiotherapy laser clinic" se aaj bones, muscle, nerves injury pe baat kar rahe hai. Generally, humne dekha hai ki kuch reasons ki wajahs e in saari cheezo me injuries paayi jati hai. Jese Neurological disoders hote hai, spinal injury, gym, daily activities, sports etc. humare in parts ko injured karte hai. To aaj hum in injuries ko heal karne ke treatments ke baare me baat karenge.
Jo major cases hai jese ki chronic and acute injuries, Acute injury jaldio heal hojati hai jabki chronic injuries ko heal hone me time lagta hai.
Physiotherapy me bohot sare treatments hai. JO chrnic injury heal nahi hopaati hai jese ki muscular pain, wo log ek baarlaser treatmentko zarur try kare kyuki usse bohot help milti hai. Aur daily activities me bhi improvement hota hai.
Ap mujhe Lybrate ke through contact kar sakte hai physiotherapy ke liye. Aur aap treatment ke baad nromal life jee sakte hai,day to day activity enjoy kar sakte hai.