Musculoskeletal
Hi,
I am Dr. Disha Bansal, radiologist, hum apka diagnosis x-ray, CT scan and ultrasound se krte hain. Hum level 1 and 2 ultrasound krte hain. Color doppler study krte hain. Me puri body ke alag alag parts ka ultrasound bhi krti hun.
Today I will talk about musculoskeletal. X-ray and MRI krne se pehle hmari preference ultrasound hoti hai. Wrist pain ka common cause hai carpal tunnel syndrome. Isme hume numbing and tingling sensation hoti hai. Wrist pain me hmare thumb ke paas swelling aa jati hai.
Hum medications krte hain pain relief ke lia. Agar apko exercise se aram nhi milta hai to hum local injection bhi dete hain. Shoulder pain bhut hi common problem hai especially diabetes me. Frozen shoulder ka problem ho jata hai. Hum apko yhan har problem se related diagnosis dete hain and treatment dete hain.
Thank You.