Lybrate Logo
Get the App
For Doctors
Login/Sign-up
Last Updated: Aug 24, 2022
BookMark
Report

PCOD - Polycystic Ovary Syndrome

Profile Image
Dr. S S TanwarHomeopathy Doctor • 33 Years Exp.MD - Homeopathy, BHMS
lybrate_youtube

Hello Viewers!

Aaj ka hamara topic hai PCOD. Aaj ke unhealthy and stressful life me ye bhut common disease hai. Aaj kal ldkiyon ko PCOD ka thoda and bhut jyada prabhav hota hai. Har mahine ek follicle ruture bahar aane ki bajaye, each follicle change into small cyst. Is trha bhut sare cyst ek peripheral me ikathe ho jate hain or PCOS me convert ho jate hain. Is se regular menstruation me problem aati hai. Ya to menstruation kam ho jate hain ya fir kbhi kbhi irregular ho jate hain.

Isme bhut sare symptoms aane pe parents sochte hain ki ye bhut bdi bimari hai or bhut bade chikitsak se iska ilaj krana pdega. Lekin ye bhut hi ek simple disease hai jise homeopathic medicines se thik kia ja skta hai. Lekin isk lia ek lambe ilaj ki jrurat hoti hai. PCOS me hormonal imbalance ko homeopathic medicines se and periods ko vapas regular kia ja skta hai or cyst formation ko roka ja skta hai. Homeopathic treatment se bina kisi side-effect ke is disease ko thik kia ja skta hai.

Medicines ke alwa diet and lifestyle me changes bhut jruri hain. Diet ke lia wheat, rice, bajra ka use kam kr den or vegetables ko jyada len. Sabziyon me jyada masale and oil ka use na kren to is s PCOD ko thik jldi hi kia ja skta hai. Lifestyle changes ke lia regular walking, exercise, regular sleep se bhi PCOD ko thik kia ja skta hai. Agar aap mujhse treatment krna chahte hain to Sohna Road, Rheja Mall, Dr. Tanwar's homeopathic Clinic me mil skte hain.

chat_icon

Ask a free question

Get FREE multiple opinions from Doctors

posted anonymously

TOP HEALTH TIPS

doctor

Book appointment with top doctors for Polycystic Ovary Syndrome treatment

View fees, clinc timings and reviews
doctor

Treatment Enquiry

Get treatment cost, find best hospital/clinics and know other details