Lybrate Logo
Get the App
For Doctors
Login/Sign-up
Last Updated: Oct 10, 2019
BookMark
Report

Piles

Profile Image
Dr. Sushil GoyalGeneral Surgeon • 39 Years Exp.MBBS Bachelor of Medicine and Bachelor of Surgery
lybrate_youtube

Hi,

My name is Dr. Sushil Goyal. I want to say something about piles. Ye society ke anadr bhut bdi problem hai. Iska reason hai logon ka poor lifestyle, fast food consumption, no exercises islia unko constipation ki problem bani rehti hai. And because of constipation, patient me piles ka problem ho jata hai. Apko high fibre diet leni chaiye. To get rid of constipation, you should eat fruits and vegetables and salads. Is problem ki vjha se log salon saal dawaiyan khate hain or treatment wagera ki vjha se infection ka darr rehta hai. Me apse share krna chahta hun ki piles ek aisi bimari hai ki apko is s darne ki jrurat nhi hai. Aaj kal aisi technology aa gyi hai ki bina operation ke bhi isko thik kia ja skta hai.

Hum ek machine ke through apko treatment dete hain. Is machine ke through apko masse me rays di jati hain jis se unki blood vessels seal ho jati hain. Or dheere dheere ye problem khtm ho jati hai. Ye ek painless procedure hai. Isme apko rest krne ki jrurat bhi nhi pdti hai. Treatment ke instantly baad aap apne office ja skte hain. Piles me shuru shuru me bahar se koi massa nazar nhi ata. Kbhi mahine ya saal me 1-2 times blood aata hai. Patient sochta hai ki mene shayad kuch galat kha lia hai, is se vo apne apko blame krte rehte hain. Or khin kisi choti jgha se treatment lete hain. Lekin us se ye problem solve nhi hoti Bleeding us time ke lia band ho jati hai.

Jaise jaise time bitta hai, masse ka size badh jata hai. Is se unki bleeding ki tendency bhi badh jati hai. Jo blood saal me ek baar ata tha vo ab daily aane lag jata hai. Dheere dheere masse bhi bahar aane lag jate hain. Kuch samay ke lia masse thode time ke lia andar bhi chale jate hain. Aise case me kbhi kbhi masson ko hath se andar bhi puch krna pdta hai. Mera sab logon ko suggestion hai ki bimari ko badhayein nhi. Iska proper treatment bhut jruri hai. It is curable without surgery. Kuch log operation ke darr se operation nhi krate hain. Isme darne jaisa kuch nhi hai. Isko easily thik kia ja skta hai. Piles ke sath sath fissure ki problem bhi logon me payi jati hai. Is problem ke andar patient ko extreme pain hota hai. Or iske sath sath patient ko piles ki problem bhi hoti hai. Iska treatment without surgery possible hai. In sab problem ko solve hone me 1-1.5 months ka time lgta hai. Us se ye problem kam hoti hai or bhut jldi thik bhi ho jati hai. Isme ghabrane jaise koi bat nhi hai.

Thank You.

chat_icon

Ask a free question

Get FREE multiple opinions from Doctors

posted anonymously
doctor

Book appointment with top doctors for Hemorrhoids treatment

View fees, clinc timings and reviews
doctor

Treatment Enquiry

Get treatment cost, find best hospital/clinics and know other details