Premature Ejaculation
Hi, I am Dr S.K. Kaushik, Sexologist. Today I will about premature ejaculation. Iske 2 types hain. Primary and secondary ejaculation. primary self-made disease hair jo hum fear se suffer karte hain. Early age mein hum masturbation start kar dete hain jo iska major cause hai. Is se penis disturb ho jata hai. Body ke har part ke alag meaning hta hai jiske alag-alag use hote hain and isliye penis bhi ek soft part hai body ka. Hand masturbation karne se penis ke sensory nerves disturb ho jate hain.
Muscles tear ho jate hain. Semen ejaculation ka way bada ho jata hai and swelling aa jati hai. Penis ka teda hone ke bhi chances hota hain. 30-35 ki age mein ye secondary condition mein aa jata hai. Muscles soft and weak ho jati hain. Isliye masturbation ki bad habit ko avoid karna chaiye. Unhealthy diet bhi aap ke liye problem karti hai. Lack of exercise, sleep and stress se bhi ye problem ho jati hai. Hormones disturb ho jate hain. Urine mein infection bhi ho sakta hai. Isliye diet achi len, regular exercise karen, stress na len. Agar uske baad bhi problem hoti hai to Dr se consult karen. And ye problem curable hai. Thank You.