Premature Ejaculation
Hello friend,
I am Sexologist Dr. Prabhu Vyas. I am MS PHD, PG Diploma in sexual problem, PG diploma in psychology and guidance and counselling, meri master degree Bangalore se hui hai sexual problem ke andar, uske baad mein post graduation diploma in sexual problem bhi wahan se hui hai, iske baad post graduation diploma in psychology and guidance and counselling bhi hui hai, iske baad I have done research on this topic factor X rating and depressing penile erection, successful married life and semen yeh mere topic of interest hai. Maine research paper july main submit kiya tha, kai jagah pe main lectures bhi diya hai, aur woh jo deep interest hai ki kis tarah se newly married couple ko yaa bahut successful married life ke liye jo jo bhi jo achcha karna chahiye patient ke liye wo hum sab achi tarah se karte hain unke liye.
Premature ejaculation jo rehta hai premature ejaculations, before the intercourse done the patient ejaculate the semen yani jisko hindi mein shighrapatan kaha jata hai marathi main bhi shighrapatan kaha jata hai, shigra yani jaldi, patan yani verya gir jana toh shigar yani jaldi patan hona, toh yeh bahut bada problem logo ko aa jata hai jiski wajah se wo ek depression mein aa jaate hain aur ek dum nirasha mein aa jaate hain. Isliye isse rokne ke liye shighrapatan yaa premature ejaculation ko yaa early ejaculation can be called, it can be called as a early ejaculations. Toh iske andar kya rehta hai ki jo couples start karta hai aur couple start karne ke pehle hi woh discahrge male jo hai jaldi discharge ho jata hai. Jis tarah dekhte hain apan ek gadi aur ghoda ek rath hai ya ek bailgadi hai toh dono pahiye saath mein chalna chahiye. Iske andar kya hota hai male jo hai jaldi garam ho ke jaldi discharge ho jata hai aur female jo hai long period tak satisfaction nahi hota unko, isiliye the line of treatment by counseling, by psychotherapy sabhi cheezo ka gahan abhyas kar ke unko successful married life kis tarah se jeena chahiye, uske baare mein unko training di jati hai, iss prakar counselling ki jati hai unke liye badhiya treatment di jata hai, jises bahut badiya result uske andar milte hain. Aur isme kya rehta hai premature ejaculation mein ki dono partner jo hai unsatisfied rehte hain, kyunki male ke andar second time jaldi erection nahi aata hai aur pehle anxiety or atiutsah ki wajah se unka semen bhi jaldi discharge ho jata hai, toh bahut adchne aati hai unko. Premature ejaculation mein kya rehta hai ki uski wajah se premature ejaculation hona nahi chahiye uske liye alag techniques hum batate hain, alag alag treatment dete hain, jisko patient ko agar wo implement kare toh jaldi premature ejuclation na hote huye late hota hai, stamina bhi jyada rehta hai aur dono ko satisfaction milne ke baad mein bachcha hone ke chances bhi badd jaate hain uske andar. Toh bahut se reason hai jo premature ejaculation responsible rehte hain toh hum sabhi dhondh ke nikalte hai. Kya kahan kahan aur kya kya problem hai hum sab find out karke, kya best hai inke liye who hisab se alag alag doctors hai woh bhi sochte hai iske baare mein. aur ek baar patient bahut se vyasann karta hai Bidi, Cigarette, Tambakoo, Gutka aur Daru wagereh peete rehte hai, iski wajah se bhi unko alag alag problems create ho sakte hai. Bahut se logo ko gairsamaj yeh rehta hai ki alcohol ki wajah se erection achha hota hai, magar yeh gairsamaj hai, this is the misunderstanding. Erections jab aata hai magar krati jo hai, action jo hai woh le leta hai wapas action proper nahi kar pate alcohol lene wale patients.
For more information you can contact me through Lybrate.