PRP Therapy
Hi,
I am Dr. Sandeep Gupta, Dermatologist. Aaj me apko PRP therapy ke bare me btaunga. Ye therapy aaj ke time me kafi famous hai. Dermatology me bhut sare treatments ke lia use kia jata hai. Skin and hair rejuvenation ke lia use kia jata hai. Face pe scars ko kam krne ke lia use kia jata hai. Si therapy ko krne ke lia apka hi 8-10 ml blood nikala jata hai. Usme se hum platelets nikalte hain.
Quki usme growth factors hote hain. Ise dermatology me wound ko khtm krne ke lia bhi use kia hata hai. Hum 1-15 months me sessions krte hain. Apki skin ko tight krta hai ye procedure. Wrinkles ko kam krta hai ye treatment. Alopecia ke lia bhi yhi treatment use kia jata hai. Iske sath sath hum kuch medicines bhi dete hain results ko maintain krne ke lia. Isme infection ke chances nhi hote hain. Agr aap mujhse or koi query krna chahte hain to aap mujhse Lybrate ke through consult kr skte hain.
Thank You.