Lybrate Logo
Get the App
For Doctors
Login/Sign-up
Last Updated: Jan 10, 2023
BookMark
Report

Renal Failure

Profile Image
Dr. Mukesh SinghHomeopathy Doctor • 23 Years Exp.B.H.M.S., Senior Homeopath Consultant
lybrate_youtube

Hello main Dr Mukesh Singh, CEO and founder of Mission Chronic Cure from Delhi. Aaj main aapko acute and chronic renal failure ke baare mein kuch batana chahta hoon. Yeh ek aisi bimariya hai jo ki hamari daily routine life jisme kahna chahiye ki sedentary life uske liye causative factor hai aur kidney jo fail hai kidney ka jo functions hai woh kisi ke liye bhi ek bad dream ki tarah hota hai, ki yeh kidney dialysis jo hai woh itna jyada painful hota hai ki ek toh sharir aur ek mental or plus aapka finance, yeh teeno disturbance hoti hai. Kaiyon ko dialysis jo hoti hai woh hafte mein teen teen baar, char char baar hoti hai. Homeopathy mein aise cases ke liye bahut accha treatment milta hai iss cheez ke liye ki kai sare jo dialysis case hain woh aapka hafte mein ek aur uske baad se mahine mein ya do ya teen, ya do ya teen mahine mein ek baar dialysis ka option hota hai homeopathy mein agar proper treatment diya jaye. Kai baar patient ke jo creatinine level hote hain wo 12 se leke 25 tak ke creatinine level range hoti hai, unko ek systematic plus aapka constitutional therapy dene ke baad unka jo cretinine urea, phosphate jo range hai wo itni jaldi down hota hai ki aap kisi bhi dialysis patient ko jo allopathic treatment dete hai woh unka treatment hone ke baad bhi itna kam itni jaldi nahi hota hai. Ye sab cheeze possible hai kewal homeopathy treatment se, homeopathy mein bhi aapka systematic jo ek homeopathy pathic ho jo hamare patti ko bahut achi tarah se jaanta ho aur woh qualified homeopathy physician hi kar sakta hai. Karan hai ki usme bahut sari cheeze causative factors ko analysis kiya jata hai plus usko symptoms wise plus aapka jo uska sedentary life hai ya past history hai usko analysis karke jo treatment diya jata hai that would be a very effective treatment of homeopathy. Thank you agar aapko homeopathy se dialysis ya kidney failure se treatment ka kuch option aap ko dekhna hai toh through Lybrate aap treatment le sakte hain. Thank you.

chat_icon

Ask a free question

Get FREE multiple opinions from Doctors

posted anonymously
doctor

Book appointment with top doctors for Kidney Failure treatment

View fees, clinc timings and reviews
doctor

Treatment Enquiry

Get treatment cost, find best hospital/clinics and know other details