Renal Stones
Hello,
I am Dr. Upwan K Chauhan. Aaj hum baat krenge renal stones ki. Ye problem kafi logon me payi jati hai. India me garmi hone ki vjha se stones ka risk increase hota hai. Ye stones kidney ya nalli or bladder me ho skti hai. Chote stones jldi urine ke through pass ho jate hain. Bade stones ke lia treatment ki jrurat hoti hai. Endoscopy ke through inhe nikala jata hai. And proper hydration and medicines se bhi inhe nikala ja skta hai. ultrasound krana important hai ye dekhne ke lia ki khin swelling to nhi ho gyi hai.
Kidney ke stones ke lia PCNL and RIRS kia jata hai. Bladder ke stones ko bhi laser se nikala ja skta hai. Agar body me ek baar stones ban gye to body dubara stones bnayegi. Silia pane apko well hydrated rkhna bhut important hai. Daily 3 liters water consume krna is important. Avoid tomato, spinach, arbi, brinjal, kaju, grapes. You should eat banana, carrot, pineapple. Drink water at regular intervals.
Thank You!