Sexual Dysfunction In Males
Hi friends,
Main Dr. V Kumar life care clinic noida se bol raha hu.
Aur aaj mai kuch khas bimariyan jo sex se related hoti hain unke bare me batene ja raha hu.kyuki maine ye dekha hai prayah usually ye dekha hai jo bachhe mere pas ilaaj ke liye aate hain. unki marriage hone wali hoti hai aur wo kafi nervous hote hain ki unko impotence ho gaya hai ya unke erection ki problem agayi hai aur thik se kadapan unke ling me nahi aata. jisko le kar unko bhari tension rehti hai.aise me wo mere pas aate hain aur maine paya hai usme aur bahut sari situtation me ye bimari, bimari nahi ho kar ek dar aur khauf zada hai. kai bar kya hota hai bachhe jo naukari karte hain jinke pas time ki kami hoti hai to unke par job ka stress hota hai anxiety hai unke upar performance anxiety hai, unke targets hain unhe poora karna hota hai unki sleep poori nahi hoti hai aise me kya hota hai ki un bachho ko bahut pressure hota hai. aur ye jo bachhe hain jinki shadi hone wali hai . jo recently marreied hai to jab unke samne ye sthiti utpanna hoti hai to bahut pareshan hote hain. main ye kehna chahunga jo erectile dysfuction isme 70 % to aisa hai ki psychological apki problems apke dimag me ghumti hai aur 30% ye bimari kis chiz se judi hoti hai jais eabesity hai sharab hai alchohal hai smoking hai ya koi diabetes ki bimari hai ya koi aisi bimari hai jo penis pe hojati hai jiski wajah se circumcsision jaise karwana padta hai . aisi batein jiski wajah se pain hota hai. To kuch chize hain aisi hai jo ki local hain. Jise hum thik kar sakte hain. Aur kuch batein aisi hain jiske liye ilaaj lamba karna padta hai.. an ye dekhna zaroori hai ki kaunsa ilaaj isme hume kab karna hai. To sabse pehle smajhne ki zarurat hai my friends ki aap darein nahi bilkul. Hichke nahi aaiyye mere pas ya kisi bhi doc k paas jaiyye apni poori baat bataiyye aur dhyan poorvak bataiyye aur jaise ilaaj wo batate hain usko aap kariye aapko fayda aap thik ho jaenge.. isme sabse zaruri hai aap kitne apne man ko insab chizo se door rakhte hain. Kaise? Jaise ED ke bahut sare karan hote hain ki admi apne ap ko compare karta hai porn stars se wo watch karta hai porn film me. Wo samajhta hai ki mujhe bhi aise action karna chahiye.
Aur uski tayyari mein wo fail ho jata hai. Isi tarah wo kai bar excessive masturbation karta hai use kya hota hai ki wo chahta hai ki jitni jaldi ho sake ki mujhe jitni jaldi ho sake pleasure point aa jae isse kya hota hai ki uske dimag ka santulan kharab ho jata hai aur fir wo kya karta hai ki wo jaldi se jaldi nikalne ka uska mind set bilkul badal jata hai. Aur fir use lagta hai ki ye to main isko perform nahi kar paunga aur isse usko is tarah ki problem hoti hai. Ye aisi chhoti moti problem jo agar aap aaap thoda sa dhyan counseling me jaein ya kisi sexologist k pas jae doc k pas jaein physicial ke paas jaein to aapko deifinite fayda hoga aur aap thik ho jaenge. Islie aap chinta nahi kariye. You will be safe and fine. Ap agar iske bare me sochenge thoda dhyan denge to apka ilaaj ho jata hai. Ek baat isme or batana chahte hain. Agar apko ye bimari lag gayi hai ho gayi hai. Isme ghabraein nahi. Thoda sa samaya dein thoda sa relationship ko or ache se chalayein ke aap usko ek challenge le kar karein… usko ek relationship ko lets go together get together kyuki agar aap sath sath chalet hain to aap agar sath sath chalet hain to usko jeet sakte hain. Jaise yah ape ye laga hua hai together e can together we can conquer. Andhera rasta hai aur lamba rasta jisme ki problem hai us problem ko bhi aap mutual understanding se thik kar sakte hain. To friends mai iske bare me apko apni video jab to mai apko aur bhi kuch jankariya dunga isse zada jo aur jaruri jankariya hain knowlodge information hai. Taki aap usko apne liye video me sun sakte hain bhej sakte hain aur use fayda utha sakte hain. Agli bari mai apko maturbation ke bare mein aur dusra premature ejaculation ke bare me bataenge aur aap uska fayda uthaenge aut mai asmajhta hu ki bahut sari situation me bina ilaaj k thik ho jaenge.
Thank you very much be happy and revive your health and happiness I am doc v kumar from life clinic nodia.