Skin Diseases
Namshkaar, mera naam Dr. Jyoti Gupta hai. Main Balaji Ayurvedic Clinic, Greater Noida me run kr rhi hun. Yahan p hum sabi beemariyon ka ayruvedic treatment dety hain aur sath me Panchkarma treatment bi dety hain. Mein is sammy skin diseases k bary me baat krna chahti hun. Skin diseases ko ayruved me Kushth k antrjit liya gaya h. Generally sabi log Kushth se Leprosy smjhty hain lekin ayurved me jitni ski diseases hain uny Kushth k antrajit liya gya h, jo k 20 parakar k ayurved me many gaya hain. Skin disease chahy wo pimple hn ya aap k hair me dandruff ho, ya phir kisi tareeqy ka Psoriasis ki problem ho, ya phir Eczema ki problem ho, jinty b qisam k skin diseases hain ya simple pimples hn hum osy Kushth k antrit lety hain, to agr aap ko kisi b tarreqy ki skin ki disease h to aap ayurved ki treatment try kr skty hain. App q k Allopathic me jinty b skin k liye treatment hoty hain wo basically steroids based hoty hain aj kl sabi janty hain k steroids jo k hain wo immunity ko reduce kr dety hain sath me bones me bi problem any lgti hai, joints me b problem any lgti hai, to zyada time ki b patient steroids use kry os k liye recommended ni hota h. Ayurvedic dawaiyan jitni b hum is bemaari me use krty hain wo sari harmless hoti hain isly better h aap ko kisi b tareeqy ki skin problem hai to ayurvedic treatment pr jaen. Agr aap ko pimple hain kisi b qisam ki ayurvedic bemaari h hum osy pait se relate krty hain q k jitny b bemaariyan hoti hain according to ayurvedic wo pait se hi start hoti hain jo b hum khan peen lety hian ya ahaar vihar lety hain osi p hamari body ka jitna b balance h vatvikaf ka wo depend krta h. to ayurved ki bemaa…. Ayurved k according skin diseases ki liye aap k liye zaruri h k aap zyada se zyada pani peeyn, zyada se zyada citrus fruits khaen jin me Vitamin C ho, zyada salad khaen, citrus fruit khaen, vegetable wohi khaen jo seasonal hoty hain fruits b whi len jo seasonal hoty hain. Jb aap apny aap ko puri trh se hydrate rkhty hain, sari Vitamin se balanced diet lety hain to aap k skin diseases ki smbhawna kam ho jati hai. Daily aap wash kren apna face aap ko pimple se garst hain to daily 2 3 dfa apna face wash kren. Kisi b neem soap se aap wash kr skty hain, koi face pack lga skty hain jo aap k face se oil ko kam aur sath me aap ko herbal face pack lgany ki zarurat hoti hai jo k hum apny clinic p dety hain apny patients ko. Agr aap ko kisi aur tareeqy ki… medicine le rahy hain. Agr aap kisi b qisam ki ayurvedic medicine chahty hain to aap mujhe se contact kr skty hain Balaji Ayurvedic Clinic pr Lybrate k through aura gr aap kisi b tareeqy ka Panchkarma treatment chahty hain jo k hum skin diseases me dety hain to b aap Balaji Ayurvedic Clinic me aa skty hain, bht hi nominal charges pr hum yaham Panchkarma therapy aur ayurvedic treatment k through aap k skin diseases ko treat krty hain