Lybrate Logo
Get the App
For Doctors
Login/Sign-up
Last Updated: Aug 16, 2024
BookMark
Report

Stomach Diseases And Homeopathy

Profile Image
Dr. S S TanwarHomeopathy Doctor • 33 Years Exp.MD - Homeopathy, BHMS
lybrate_youtube

Hi,

Dr. S S Tanwar, aap logon ko peat ke rog or homeopathy ke bare me kuch jankari dunga. Jaisa ki aap log jante hain peat ke rog bhut logon ko affect krte hain. Jyadatar logon me peat me gas, peat ka fulna, jalan, kabaz or dusre peat ke rog paye jante hain. Homeopathy in sabhi problems me successful rehti hai. Jhan par severe peat ki bimari nhi hai vhan homeopathy successful rehta hai.

Peat ke rog ka mukhye karan aaj kal street food, unhealthy food, or bina samay ke sona are the major causes. Lekin homeopathy lifestyle ko thik krne ke lia kafi shi rehti hai. Kuch homeopathic medicines peat ki bimari ko durr karke, sujan ko durr kar ke or acidity ko band kar deti hai.

Kuch medicines fermentation, fulna or gas formation ko durr kar deti hain. Homeopathic medicines se irritable bowel syndrome ko thik kia ja skta hai. Aap agar kisi bhi tarike ke peat ke rog se garasit hain to aap mujhe contact kar skte hain. Mera clinic Gurgaon me hai. Aap mujhe Lybrate ke through online bhi contact kar skte hain.

chat_icon

Ask a free question

Get FREE multiple opinions from Doctors

posted anonymously
doctor

Book appointment with top doctors for Hemorrhoids treatment

View fees, clinc timings and reviews
doctor

Treatment Enquiry

Get treatment cost, find best hospital/clinics and know other details