Stress and Depression
Namashkaar, mera naam Dr. Jyoti Gupta hai. Main Balaji Ayurvedic Clinic, Greater Noida me run kr rhi hun. Hum yahan p hum sabi beemariyon ka ayruvedic treatment prescribe krty hain aur sath me Panchkarma treatment bi dety hain. Jis me disease me Panchkarma ki zarurat hoti h sirf osi me Panchkarma treatment recommend krty hain. Aur same me is sammy streaa aur strain…. Aur depression k bary me btana chahun gi. Aj kl life me stress boht zyada br gaya h is k boht sary reasons hoty hain. Aturved me hum isy vat-varadi se relate krty hain aur ayurved k lihaz se vat-varadi k bhi whi karen hoty hain jo modern science manta hai. Is k acoording jb boht zyada aap ko job ki tension h, aap ki life style aahaar aur vihaar 2 cheezun p depend krta hai k aap ki vat-varadi kitny percent ho rhi h aahaar se matlab h jo hum food lety hain spicy food aur aap ny time se food ni liya, junk food liya. Aap k khany ka ek biological clock pait me under fit h jis k according humara digestion hota hai juice secrete hotah enzymes secrete hoty hain. Agr hum os k according os time khana ni lety to ye b vat-varadi ka ek karen hota h. ya jo aap khana ly rhy hain wo bht spicy hai, oily hai jis k under vatvarasi krnt waly tatv mojud hain to wo saty vat-varsi ka ek Karen bnty hain. Vihaar me hum lety hain jo k aap ki life style hai. Life style such as k aap boht zyada tension wala kaam krty hain, aap ka boht hectic schedule hain jis me aap ko time se khany peeny ka schedule aap nhi fix kr paty. Kabhi aap din me work kr rhy hain to aap ny 7 bje kahan kha liya, kabhi 4 bje kha liya, kabhi aap ny lunch hi skin kr diya, kabhi breakfast skip kr diya. Ya phir aap kbahi day me so rahy hain night me kaam kr rahy hain to is tareeqy ki jo activities hain wo b aap k vad-varadi ka karen bnti hain aur sath agr aap bht zyada stress lety hain aap ka job boht stressful h to wo b ek vat-varadi ka ek karen hai. Is tareeeqy k boht sary kren hoty hain jo k vad-varadi ko brhaty hain ayurved k according aur modern science me hum dekhy jitny bi aap k fatigue se related reason hoty hain chahy wo mental fatigue ho ya physical fatigue ho wo b ek vat-varadi ka ek karen hai. So is reason se body me boht sary hormones release hoty hain jo aap k under stress aur depression ko brhaty hain. Is k ayruvvedic treatment hum 2 trh se krty hain ek to hum medicine dety hain dusra hum pachkarm krty hain. Medicine me ayurvedic herval medicines use krty hain jis Brahmi, Ashvaganda aur Trifla, Auola is trh ki bht sari medicines hoti hain aur ayurved me kuch shastri dawaiyan be recommend ki gi hain jesy k Ismatisagras, Ityaari aur ya phir Brahmi, Gritfragal bht sari dawaiyan hain ayruved me recommended aur sath me hum panchkarma treatment dety hain jis me hum Shrodhrah aur Abhyang, Sarabhyang ya Padabhyang ye sari cheezain hoti hain jis se hum stress aur strai…. Depression ko kam kr skty hain. To agr aap kisi trh ka ayurvedic treatment mujh se chahty hain aur aap stress aur strai… depression se agrasit hain to aap mujh se Balaji Ayurvedic Clinic me smpanth kr skty hain Lybrate.com k through.Namashkaar.