The Perfect Diet for Weight Loss
Diet which can be followed to reduce Weight
Namaskar main Atharva Ayurvedic clinic se baat kar raha hu. Mera naam hai Dr.Sushant Nagarekar. Aaj main apko weight loss karne ke marg kehne wala hu. Jaise ki- Aahar. Hum jo bhi khana khatey hai who hamare pet mein jaa kar digest ho key hamare sharer ko lagta hai, lekin who khoon mein covert hona hai, usko energy mein convert hona hai. Yah med mein convert hona hai. Iske liye humein job hi khana hai who doctor ke consultation ke baad mein hi khana hai, toh hi hum wazan kam kar sakte hai. Kahi baar humey lagta hai ki hum zyada khayengey toh humara wazan badh jayega aur kaibar humey aisa bhi lagta hai ki kam khayengey toh wazan kam ho jayega.
Woh kahi maine mein sahi bhi hai, lekin hum kya khatey hai aur kaise khatey hai, yeh bohut important hai. Isliye main aapse kahunga ki khaney mein humesha dhyan mein rakho ki job hi aap khaa rahey ho who fiber hai protein hai toh hi aap khao. Carbohydrates or fats khana thoda sa kam karo jiske wajah se apka wazan nahin badhega.
Issey bhi zyada agar aap ko kuch bhi jaankari chahiye toh aap Lybrate.com se mujhe puch sakte hai. Dhanyabaad!