Lybrate Logo
Get the App
For Doctors
Login/Sign-up
Book Appointment
Treatment
Ask a Question
Plan my Surgery
Health Feed
Piles and Fistula Care Centre

Piles and Fistula Care Centre

Ayurvedic Doctor Clinic

Arya Hospital 76, Chandu Park, Sabzi Mandi Wali Gali, Sombazar, Near Preet Vihar Metro Station, Delhi
4.4
12ratings
1 Doctor
₹ 500 at clinic
facebooktwitterlinkedin

About Clinic

We are dedicated to providing you with the personalized, quality health care that you deserve....read more

Clinic Timing

Tue
Thu
Sat
11:00 AM - 01:00 PM

Clinic Location

Clinic Images

Videos

Piles And Its Treatment
Piles And Its Treatment

Hi, I am Dr Deepak Rathi, Ayurveda. Aaj me aapko piles ke bare me btaunga. Is problem me patient ko bhut pain hota hai. Isme patinet ko bleeding, pain or kabhi kabhi masse bhi bahar aane lgte hain. Isme swelling aa jati hai. Isme wound ho jata hai and bleeding bhi hoti hai. Ye external and internal problem hoti hai. Isme aap medicines le skte hain ya fir surgery kra skte hain ya fir ayurvedic sharsutra therapy le skte hain. Is therapy se is disease ko manage and control kia ja skta hai. Isme bleeding and pain ki problem 7-10 days me hi control ho jati hai. Isme internal masse shrink bhi ho jate hain. Surgery major hoti hai jisme apko anesthesia dia jata hai. Logon ke liye ye ayurvedic therapy boon hai. 3-4 days me ye thread shed off ho jata hai. Ayurvedic medicines se roots bhi khtm ho jati hain is disease ki. Is disease ko control krne ke lia aap constipation ko control rakhein. Iske alwa pani jyda piyein. Fibre rich diet lein. Fruits and vegetables jyada lein. Fast food and maida kam khayein. Fried chizen na khayein. Agar apko koi information chaiye to aap mujhse Lybrate ke through contact kr skte hain. Thank You.


Pilonidal Sinus - What Should You Know About It?
Pilonidal Sinus - What Should You Know About It?

Hi, I am Dr. Deepak. Rathi, Ayurveda Specialist. Aaj mein aap ko btaunga pilonidal sinus ke bare mein. Ye ek foda hota hai jismein baal chale jate hain. Patient sochta hai ki ye normal hai or patient Dr ke pass nhi jata hai. Patient ko baad mein pta chalta hai is disease ke bar mein. Isme andar rasta ban jata hai and cavity hoti hai. Is cavity mein pus and infection hota hai. Baal ikathe ho jate hain. Jinka sitting job hota hai unke is part mein pain hota hai. Friction ki vajha se baal tut kr iske andar chale jate hain jisse infection hota hai.

Ye problem tab tak thik nhi hoti hai jab tak ismein se baal na nikal diya jayein. Iska treatment medicines, surgery ya fir sharsutra therapy se kia jata hai. Medicines se iska treatment pura nhi hota hai. Surgery se ismein recurrence ke chances badh jate hain. Ayurveda mein thread use kia jata hai. Ye ek medicated herbal thread hai jo treatment mein use kia jata hai. Ismein medicines use ki jati hai thread ke sath and operate kia jata hai. Is se pus and hair remove ho jate hain. Jab thread apna kam kar deta hai to vhan wound ho jata hai jisko hum clean karte hain. Ye bohot hi successful treatment hai. Further information ke liye aap mujhse Lybrate ke through contact kar sakte hain. Thank You.


Doctor in Piles and Fistula Care Centre

Get Help
Services

Doctor in Piles and Fistula Care Centre

doctor-profile

Dr. Deepak Rathi

Ayurvedic Doctor15 Years Exp.
BAMS, Advanced Training in Kshar Sutra Therapy, Post Graduate Diploma in Kshar Sutra Treatment
₹ 500 at clinic
200 online
Unavailable Today

Patient Review Highlights

knowledgeable

1 reviews

Submit Feedback

Submit a review for Piles and Fistula Care Centre
Your feedback matters!