Lybrate Logo
Get the App
For Doctors
Login/Sign-up
Book Appointment
Treatment
Ask a Question
Plan my Surgery
Health Feed
Eternity Hospital

Eternity Hospital

Gynaecologist Clinic

Shop no,1, Siddarth street, opp. Gaur siddartham school, Siddharth Vihar, Pratap Vihar
4.5
58ratings
2 Reviews
1 Doctor
₹ 700 at clinic
See all timings
facebooktwitterlinkedin

About Clinic

Our goal is to provide a compassionate professional environment to make your experience comfortable. Our staff is friendly, knowledgable and very helpful in addressing your health and fina...read more

Clinic Timing

Mon
Tue
Wed
Thu
Fri
Sat
Sun
06:00 PM - 08:00 PM
11:00 AM - 02:00 PM

Clinic Location

Videos

Frequently Asked Questions About Pregnancy
Frequently Asked Questions About Pregnancy

Hi,

I am Dr. Pooja Choudhary, Gynaecologist. Today I will talk about PCOD. Ye aaj ki date mein most common problem hai. PCOD mein hormonal imbalance ho jaata hai and male hormones badh jaate hain. Jiski vajaha se ovaries mein cyst ho jaate hain. This may lead to menstrual dysfunction, fertility problem, change in appearance and later on heart pe bhi effect aata hai. Causes are not well known but most common are genetics and lifestyle. It is also related to the lifestyle. Aap ka food intake kya hai, regular exercises kar rahein hain aap ya nahi. Jadatar patients mein dekha gaya hai ki patients ko periods nahi aate hain ya fir irregular ho jaate hain. Kabhi kabhi patient mein periods rukte bhi nahi hai. Ismein fertility isue bhi ho jaata hai kyuki eggs toh bahut sare hote hain but quality achi nahi hoti hai.

Agar patient mein pregnancy tehar bhi jaati hai toh complications bhi badh jaate hain. Abortion ho sakta hai, preterm labor ke chances ho sakte hain. It may also cause the change in your appearance. The patient may become overweight. Acne and pimples ka breakout kisi kisi mein bahut jayada ho jaata hai. Unwanted hair aa jate hain like facial hair. Kuch patients hairfall ki complaint bhi karte hain. Other related complications are diabetes and rise in bad cholesterol. Ye aap ka blood pressure badha sakta hai and later on it may lead to heart disease also. Kisi kisi patient mein uterine cancer ka risk bhi badh jaata hai. Diagnosis mein patient ka appearance humare liya bahut important hai. Patient ka history bahut important hai.

Patient ka hum ultrasound along with some tests karate hain which helps in diagnosing the PCOS. It is a lifelong syndrome. Symptoms hum sirf control kar sakte hain kyuki iska koi cure nahi hai. So, the most important part of the treatment is balanced diet and regular exercise. Agar aap junk food nahi kha rahein hai toh ye PCOD ke patients ko bahut help karta hai. Jo patients concieve nahi kar paate hain sare precautions lene ke baad bhi, unmein hum eggs stimulate karne ke liya medicines de sakte hain so that they can conceive and sugar ke liya hum systematic treatment dete hain so that patient can lead a healthy life. Agar aap ko inmein se koi bhi preshani hoti hai toh aap mujhse contact kar sakte hain.

Thank You!


Childbirth - Cesarean Vs Natural Birth
Childbirth - Cesarean Vs Natural Birth

I am Dr. Rashmi Jain, Gynaecologist and Obstetrician working at Eternity Hospital, Indirapuram.

Aaj jo main topic aap logon ke saath discuss karna chahti hun jo ek layman mein bahut bada myth hai, ki private hospital mein jayenge to cesarean ho jaata hai or government hospital mein normal delivery hota hai. I think iske liye bahut hadd tak patient hi responsible hai. Jab bhi koi patient private hospital mein aata hai, uski bahut sari cheezein hoti hain. Sabse pehle aaj ke time mein delayed marriages jo hain, jis se infertility rate badh gaye hain and the baby becomes very precious. Patient khud aake demand karte hain ki hamare ko cesarean kar den.

2nd, jo unka lifestyle hai, it's become very sedentary. Jisme exercise nahi hai. Patient me pain ki tolerance nahi hai. Patient aake khud hi bolne lgte hain ki hmare ko kuch nhi chaiye, hmare ko to cesarean kar den. 3rd, ek type of patient aise bhi hote hain jo chahte hain cesarean ho jaye but unko pain na ho. To koi bhi delivery painless to hoti nhi hai. Either normal delivery or cesarean. Normal delivery ka pian to vo tolerate hi nhi krna chahte. Examination doctor se karana nhi chahte hain and they want normal delivery. How is it possible?

4th, nowadays, ek scenario or aaya hai, pandit ke paas jaate hain, ek time nikalvate hain and they want ki isi time mein hamara baby ho jaaye or isi time mein hmare ko cesarean chaiye. Ab ye to raha patient ka part . But as a doctor mujhe lagta hai ki koi bhi doctor patient ka bura nhi chahta. Vo hamesha try karta hai ki uski normal delivery ho. But us time pe hum log bhi restricted hote hain. Suppose kriye ki patient labor me aya hai, to kayi bar patient ka fetal heart disturb hone lgta hai. Abhi aaj ke time me sabhi doctor ke pas machine hoti hai.

Abhi ek machine aati hai jisko hum CTG machine kehte hain, jisme patient ke attendant ko samjha dia jaata hai ki isme fetal heart 120-160 aati hai to normal hai. Agar iske beyond jaati hai to there is a risk. Baby ki dhadkan kharab ho rhi hai. Us case mein dekhte hai ki agar delivery turant hone vali hai to ho sakta hai ki normal ke lia le jayen. But agar delayed hota hai to us case mein humein cesarean ke lia dena pdta hai. Sometimes baby andar potty kar deta hai. Vo bhi aap easily dekh skte hain or judge kar skte hain. Normal jo leaking ka color hota hai that is white but agar bacha andar potty kar deta hia to uska color green ho jata hai. Ek bhut common hai jisme baby ko baby and mother ko pain de rhe hain, contraction bhi ache aa rhen hain but vo progress nhi ho rhen hain. Bachedani ka muh open nhi ho rha hai ya baby ka head down nhi ho rha hai to us case me apko doctor pe believe karna hi hoga ki patient progress nahi kar rha hai and baby k liye risk hai or us case me humein cesarean k lia jana pdega.

Ek patients ke andar bhut bada myth hai ki pehla operation ho gya to dusra bhi operation hoga. Lekin aisa zaruri nhi hai. Leki agar 2 cesarean ho jate hain to 3rd cesarean hona hi hai. Ek sabse badi baat hai ki delivery hamesha patient karta hai, doctor usko support karte hain and guide karte hain but at the end of the day, delivery hamesha patient karta hai. Normal delivery mein hamesha patient ka hi effort hota hai. Hum hamesha patient ko counsel karte hain. And last but not the least, koi bhi doctor, apne patient ka kabhi bura chahta hi nhi hai. Hamesha vo yahi chahta hai ki uska patient acha rahe, maa or bacha dono acha rhe. Patient kisi bhi way mein kharaab na ho. Doctor insaan hain. Vo apna effort kar sakte hain lekin doctor bhagwan nahi hai. Islia sabko thoda doctor ki taraf se bhi sochna chaiye or doctor ka point of view bhi samajh k karna chaiye or itna bahut clear hai ki koi bhi patient apne doctor ka kabhi bhi bura nahi chahta. Thank You!


Doctor in Eternity Hospital

Get Help
Reviews
Services

Doctor in Eternity Hospital

doctor-profile

Dr. Rashmi Jain

Gynaecologist28 Years Exp.
MBBS Bachelor of Medicine and Bachelor of Surgery, DGO
₹ 700 at clinic
300 online
See all timings

Patient Review Highlights

Very helpful

7 reviews

Saved my life

1 reviews

knowledgeable

2 reviews

Inspiring

1 reviews

Prompt

1 reviews

Caring

1 reviews

Eternity Hospital Reviews

A

Arvind

Dec 19, 2018

Very good doctor, friendly , listns carefully to the problem, give solutions. I really recommend this doctor to everyone.

M

Mandeep Kaur

Feb 14, 2018

Dr. Rashmi Jain provides answers that are very helpful. Thanks mam

View More Reviews

Submit Feedback

Submit a review for Eternity Hospital
Your feedback matters!