Lybrate Logo
Get the App
For Doctors
Login/Sign-up
Book Appointment
Treatment
Ask a Question
Plan my Surgery
Health Feed
Dr. Kasana's Clinic(Skin.Laser.Hair.Dental Clinic)

Dr. Kasana's Clinic(Skin.Laser.Hair.Dental Clinic)

Homeopathy Doctor Clinic

A - 204, First Floor, Shri Amrit Plaza, Jagat Farm
4.4
25ratings
5 Reviews
1 Doctor
₹ 800 at clinic
See all timings
facebooktwitterlinkedin

About Clinic

Our medical care facility offers treatments from the best doctors in the field of Chemcial Peel, Dermatologist/ Cosmetologist, Facelift, Homeopath, Laser Specialist, Trichologist.By combin...read more

Clinic Timing

Tue
Wed
Fri
Sat
Sun
11:00 AM - 03:30 PM

Clinic Location

Clinic Images

Videos

Hair Removal And Tattoo Removal
Hair Removal And Tattoo Removal

Namaskar Doston!

I am Dr. Lalit Kasana, CEO and founder of Dr. Kasana's Elegant Aesthetics, chain of 1st Indian's Homeopath Aesthetics Clinic. Aaj me apke doubt clear krunga laser treatment ko leke. Sabse pehle me apko btaunga hair removal ke bare me. Logon ko doubt hota hai laser ke equipment ke bare me and 2nd doubt hota hai ki laser se hair reduction hota hai ya nhi. Kitni sitting ki jrurat hoti hai. Sabse pehle me btaunga ki vo konse device hain jo laser hair removal ke lia kam aate hain. Laser hair removal se hair ko 100% remove nhi kia ja skta hai. Lekin laser hair reduction ek technique hai. Isme laser ke through hum baalon ko kam kar rhen hai, remove nhi kar rhen hain. Iske lia jo hum device use krte hain vo hain IPL, diode laser, electrocautery laser. Sabse jyada effective hai diode laser. Isme 6-10 sitting lgte hain. Or sittings hair ki thickness pe bhi depend krta hai. Jo hair nhi jate hain vo hai thin hair.

Jitne jyada thick hair honge utna hi vo easily remove honge. Quki usme melanin vo proper absorb krega. 70-80% hair ko reduce kia ja skta hai and ye person to person vary krta hai. Treatment me jldbazi na kren. Jitna time treatment me required hai vo treatment pura kren. Isme sittings after every 1 month required hain. Jab proper hair growth ho tab hi laser ko repeat kia ja skta hai. Laser krte time hume hair ko razor se remove krna hota hai to logon ko us se darr lgta hai ki uske baad face pe kafi bade hair ayenge. Aisa bilkul bhi nhi hai. Ye ek procedure ka part hai. Or log hmare pas sitting ke lia aate hai to hair ki plucker or waxing se remove kar dete hain. Ye bilkul galat hai.

Quki aisa krne se aap treatment ki duration ko increase kar rhen hain. Agar apko aisi koi emergency hai ki apko vo hair htana hai to use cut karle but pluck or wax na kren. Isi trha se laser tatto removal ki baat kren. Sabse pehle logon ko lgta hai ki tattoo remove nhi ho payega. Tattoo 100% bhi remove hote hain. But ye depend krta hai ki tattoo ki ink kaisi hai. Jo common tattoo hote hain, unhe treat krna bhut easy hai. Lekin jin tattoo me colorful ink use hoti hai, use remove krna kafi difficult hai. Use remove krne me 10-12 sittings required hai. Baki jo normal tattoo hai vo 3-4 sittings me chale jate hain. Islia koi fix criteria nhi hai ki kitni sitting lgengi. Ye ink ke upar depend krta hai.

Forcefully agar koi tattoo remove kia jayega to uska mark jrur reh jayega. Agar apko koi mark nhi chaiye to 7-8 sitting chaiye. Iske lia Q-switched laser use kia jata hai. Is treatment me mild pain hota hai. Agar aap bilkul bhi pain nhi chahte hain to us case me hum apko numbness cream dete hain apply krne ke lia. Tattoo remove krate time apko vo area water se prevent krna hai. 3-4 din ke bad normal skin aani start ho jati hai. Har sitting me 1 month ka gap rhega. Laser tattoo ki ink ko chote chote parts me divide kr deta hai. Uske baad hmari body khud hi usko khtm krne lgti hai. To aaj apke almost sare doubts in procedures ke bare me khtm ho gye honge. Agar iske alwa koi or apko doubt hai to aap hmse contact kar skte hain.

Thank You!


Acne
Acne

Hello Everyone!

I am Dr. Lalit Kasana, CEO and founder of Dr. Kasana's Elegant Aesthetics, chain of 1st Indian's Homeopath Aesthetics Clinic. Aaj hum bat krenge acne ke bare me jise jigs, muhase, comedones, whiteheads, blackheads. Ye bhut common problem hai. Ye logon ko psychologically bhi disturb krta hai. Log bahar jane me bhi confident feel nhi krte hain. Aaj hum janege ki isko naturally kaise avoid kar skte hain. Or hum homeo jigs, muhase, comedones aesthetics se kaise treat kar skte hain.

Sabse pehle baat krenge acne ke reasons ke bare me. Iska major cause hai hormonal changes. Jaise hi hum adult age me aane lgte hain, hmare sebaceous gland nrmal se jyada oil produce krne lgte hain. Jo log skin care krte hain, unhe ye problem jyada efect nhi krti hai. Or agar aap thoda sa bhi dhyan nhi rkhte hain apne face ka to apke open pores close ho jate hain jisse apka sebum andar hi collect hone lgta hai or vo whiteheads me convert ho jate hain. Or agar aap usko pick kar rhen hai to vo acne me convert ho jate hain. Severe acne cystic grade 4 acne me convert ho jate hain. Or ye scars chor dete hain. Pricking of acne isko aggravate krta hai. Ab baat krenge iske treatment ke bare me.

Homeopathic sabse best treatment consider kia jata hai. Agar aap koi or treatment lete hain to us treatment ke band hone ke baad apke acne hone ke chances firse badh jate hain. Hum apke acne hone ke causes ko permanently cure krte hain. Aap soch rhe honge ki homeopath slow treatment hai. Lekin homeo aesthetics means isme chemical peels, CIT ko combine kr ke hum apko treatment dete hain. Iske results kafi ache hain. Ye ek life changing treatment hain. Apko acne prevent krne ke lia kya krna hoga?

Isme hmare dietary factors bhut matter krte hain. Apka maximum water intake sabse important hai. Subha khali peat aap jitna pani peeyenge, utna jyada apke lia acha hai. 1-1.5 litre pani apko khali peat peena chaiye. And pure din me apko 4-5 litre pani lena chaiye. Apki 50% problem is se hi cure ho jayegi. Oily and fried foods avoid kren. Aap fruits jyada khayein. Citrus fruits jyada acha rehta hai. Constipation ki problem ko overcome krne ke lia isabghol le skte hain. Iske alwa agar apko or koi quesry hai to aap mujhse Lybrate ke through contact kar skte hain.

Dhanywad!


Doctor in Dr. Kasana's Clinic(Skin.Laser.Hair.Dental Clinic)

Get Help
Reviews
Services

Doctor in Dr. Kasana's Clinic(Skin.Laser.Hair.Dental Clinic)

doctor-profile

Dr. Lalit Kasana

Homeopathy Doctor12 Years Exp.
BHMS, PG Diploma In Clinical Cosmetology (PGDCC), MD - Homeopathy, Post Graduation Course In Clinical Research, Post Graduate Course in Clinical Cosmetology and Aesthetic Medicine, PG DIPLOMA IN MEDICAL TRICHOLOGY
₹ 800 at clinic
See all timings

Patient Review Highlights

Very helpful

4 reviews

knowledgeable

1 reviews

Professional

2 reviews

Prompt

1 reviews

Inspiring

1 reviews

Caring

1 reviews

Dr. Kasana's Clinic(Skin.Laser.Hair.Dental Clinic) Reviews

J

Jayeta Paul

Sep 11, 2021

Good

S

Supriya

Dec 23, 2019

It was good.

V

Verified

Apr 18, 2019

febulous. he is very polite and attend me patiently. also ssrvices is very good.

M

Masoom

Aug 23, 2017

Very good dr ever seen in my life thanku doctor

P

Pawan

Apr 02, 2019

It was nice.

View More Reviews

Submit Feedback

Submit a review for Dr. Kasana's Clinic(Skin.Laser.Hair.Dental Clinic)
Your feedback matters!