Sir mere maldwar ke extranl area me ek masse kism ka ubhar ho gya hai. Mai jab doctor ke pass gya to unhone mujhe silicia 30ch homyo medicine diya hai but kuchh sahi nhi lag rha help me sir.
Ask Free Question
hello.vaibhav. agar aap ko pain ya bleeding nahi hai, fir constipation avoid karne ke liye koi laxative pe lo. livoluk fibre 2 tsf at night x 15 days. aur..sitz bath din me do baar. agar fever ya pain hai , fir doctor se check up kar lena. thanx
Ask Free Question
Aapke koi aur takleef hoti hai kya jaise maldwar se khoon aana ya dard hona. Agar nahi toh ye bas ek chamri ka tukda hai agar zyada problem hai toh choti si surgery se nikal jayega. Dawai se kuch nahi hoga. Agar bleeding hai maldwar pe toh ye piles ho sakte hain jo ki nason ki sujan hoti hai jisme kabji hone oar khoon girta hai piles agar hain toh apne aas paas koi surgeon ko dikha lo aur dawai lena shuru kar do jisse ye badhe nahi mujhse online consultation bhi kar sakte ho aap.
Take help from the best doctors
Ask a free question
Get FREE multiple opinions from Doctors