Lybrate Logo
Get the App
For Doctors
Login/Sign-up
Book Appointment
Treatment
Ask a Question
Plan my Surgery
Health Feed
Primus Hospital

Primus Hospital

Pain Management Specialist Clinic

Chandragupta Marg
4.4
51ratings
1 Doctor
₹ 900 at clinic
See all timings
facebooktwitterlinkedin

About Clinic

We like to think that we are an extraordinary practice that is all about you - your potential, your comfort, your health, and your individuality. You are important to us and we strive to h...read more

Clinic Timing

Mon
Tue
Wed
Thu
Fri
Sat
10:00 AM - 04:00 PM

Clinic Location

Clinic Images

imageviewer
imageviewer
imageviewer

Videos

Knee Pain
Knee Pain

Namaskar, I am Dr. Sorabh Garg, Pain Management Specialist, The Cure Clinic, Delhi.

Aaj hum baat karenge knee pain ki. Ye aaj kal har age factor mein paya jaata hai. Kayi baar iska kaaran trauma hota hai or kayi bar koi bhi karan nahi hota hai. Ye ek age related degeneration hota hai. Aaj ke time mein log medicines khaate hain and operation karate hain.

Lekin aaj ke time mein hum operation ko delay kar skte hain. Iske liye main aapko treatment bataunga PRP. Ye therapy aapki problem ko heal karti hai. Hamare blood mein kitne platelete hote hain. Hum testube me blood lete hain and use centrifuge karte hain. Is formula se hum joint ko save kar sakte hain.

Regular basis pe joint pain harmful hai. Chalte and bhaagte time hamari cartilage rub hoti hain. Ye platelete cover banata hai. Usko heal karta hai taaki aap apni life me normally vaapas ja sken. Hum ye formula aapki body ke har joint me use kar sakte hain. Hip joint me bhi aapko problem ho jati hai. Us jagha ko hum thik se clean karte hain. Agar apko ya aapki family me koi pain ko leke issue hai to vo iske through treatment le skte hain. Thank You.


Lower Back Pain
Lower Back Pain

Namashkar,

My name is Dr. Saurabh Garg hai. Aaj hum baat karenge Kamar ke dard ki. Kamar ka dard Hume kahin pe bhi ho sakta hai. Yeh upari kamar yani ki apke bajuo ke beech mein ya phir nichali qamar ya phir sabse neeche Jahan pe hamare baithne ka zor padta hai, jisko hum tail bone bolte hain. Hum mukhyata aj low back ki baat karenge. Kamar dard ka mukhya karand humare disc se ata hai. Generally yahan pe kareeb 15 se 20 aise structure hote Hain Jo alag alag tarike ke dard ko dete Hain lekin most common hota hai slip disc Ka hona. Slip disc asal me ek disc hoti hai, jiska paani khatam hojata hai or vo balloon ki tarah fool ke bahar ajati hai or ye ek nas ko daba rahi hoti hai.

Jis jagah pe ye nas ko daba rahi hoti hai uske karand us jagah se related aage ka jitna bhi hissa hai vo saara dard karta hai. Jaise, agar vo pair ki nas hai, to pure pair me dard jaega. Agar vo hath ki nas hai, to pure hath ki ungliyon tak dard jaega. Iska jo ilaaj hai mulyata sabko yeh pata hai ki surgery ya fir kuch samay tak k liye dawaiyan jisse hum us bimari ko thode samay k liye kheech sakte hai. But yeh karna galat hoga, kyunki 3 mahine agar apne dard sehan kia hai to ek chronic pain me convert hojata hai. Iske bad fir apki surgery ya kisi or tareeke se isko control nahi kiya jaskta. To mai apko yahi ek cheez btana chahunga ki jab bhi kisi dard se aap grasith ho, to 3 mahine ke andar andar uska ek upyukt ilaaj karana jaruri hai.

Ab ate hai kamar dard pe vapis. Hum kya karte hai, hum bina kisi surgery ke apke lifestyle ko change kara ke, kuch dawaiyon ke zariye or kuch interventions ke zariye hum is kamar dard ko mooltah puri tarah theek karne ki koshish karte hai. Generally yeh dard kaafi ache se theek hojata hai or ap apne sari activities ko assume karskte hai. Isme apko sirf ek din ka aram hota hai or iske bad ap apne sari normal activities karsakte hai. Kuch parhez hote hai jaise jhuk k wajan nahi uthana, yeh sari cheezein apko hamesha karni rahengi. Mukhyata lifestyle me hum apko exercise ke liye promote karte hain, ache khane k liye, pranam vyayam k liye hum apko promote karte hain. Agar aap ya apke ghar me koi bhi kamar ke dard se pareshan hai to vo aake yaha par apna ilaaj karwa sakte hain. I welcome you all.

Thank you very much!


Doctor in Primus Hospital

Get Help
Services

Doctor in Primus Hospital

doctor-profile

Dr. Sorabh Garg

Pain Management Specialist18 Years Exp.
DNB - Anesthesiology, FIPM, CCPPM, MBBS
₹ 900 at clinic
See all timings

Patient Review Highlights

Very helpful

4 reviews

knowledgeable

2 reviews

Inspiring

1 reviews

Caring

1 reviews

Submit Feedback

Submit a review for Primus Hospital
Your feedback matters!