Lybrate Logo
Get the App
For Doctors
Login/Sign-up
Book Appointment
Treatment
Ask a Question
Plan my Surgery
Health Feed
Gupta

Gupta

Sexologist Clinic

Gupta clinic near bus stand
4.4
135ratings
2 Reviews
1 Doctor
facebooktwitterlinkedin

About Clinic

Our medical care facility offers treatments from the best doctors in the field of Proctologist, Sexologist.By combining excellent care with a state-of-the-art facility we strive to provide...read more

Clinic Timing

Mon
Sun
10:00 AM - 12:00 PM

Clinic Location

Clinic Images

imageviewer

Videos

Erectile Dysfunction
Erectile Dysfunction

Hi,

My Name Dr. Manoj Kumar, I am a sexologist. Today I will talk about erectile dysfunction. Jaisa ki main aap ko batana chahunga erectile dysfunction kehte kise hain? Jab ek mard apne ling mein tanav ki kami ya tanav ko banaye rakhne mein dikkat mehsoos kare iss condition ko erectile dysfunction kaha jata hai. Kuch log ise naso mein dhilapan bhi keh sakte hain. Mai aap logo ko batana chahunga ki yeh condition kis vajah se hoti hai. Iske liye kayi bar medical condition aur psychological condition dono hi jimmedaar ho sakti hain jaise cardiovascular diseases, high blood pressure ya phir diabetes, obesity patient ko bhi iska samna karna pad sakta hai. Kayi bar penis mein aayi injury ya uske andar blood flow ke jo nase hoti hain, jo veins hoti hain unmein koi dikkat ya infection ho yeh bhi ek bada karand dekhne ko milta hai. Nasha, jaisa ki mai aapko bataunga jyada matra mein alcohol ya smoking ya tobacco ka use karna bhi iska karand bann sakta hai.

Hormones jinme ki thyroid aur testosterone ki kami bhi iske liye bahut badi jimmedaar hai. Kayi bar hormones ki kami bhi iske liye responsible dekhne ko mili hai. Psychological mein dekha jaye koi bhi mansik rog jo ki pehle se kisi ko hai ya uske liye dawaiyan chal rahi hain ya phir apne partner ke sath achcha relationship nahi hai ya uske sath anban rehti hai to bhi yeh karand ho sakta hai. Mai aap logo ko kuch aise tips bataunga jisse aap ko iss samasya se nijaat paa sakte ho aur iska samadhan dhoond sakte ho. Iss pareshani se nijaat pane ke liye aap pehle achche sexologist ke pass jayein or apne rog ke baarein mein khul ke batayein. Sexologist kya karega? Aap ke rog ke karand ko pehchanega, uss karand ke pehchanne ke baad uske hisab se aap ka ilaaj karega. Aap apne partner ke sath bhi iske bare mein khul ke baat kar sakte hain kyunki sharam sankoch karne se samsya badh sakti hai ghat nahi sakti.

Humare pass iss samasya ke nijat pane ke liye kuch ayurvedic medicines aur kuch tips hain jo aap follow karke asani se isse nijat paa sakte hain jaise aap apne partner ke sath khul ke baat karein, jo agar koi baat karne mein apna inter relationship mein koi problem ho uska solution dekhein, doctor ke pass jake aap kuch hadd tak ayurvedic dawaiyan use karein. Ayurvedic dawaiyan aur ek special diet chart doctor aapko dega. Hum bhi ek kuch ayurvedic dawaiyan aur diet chart hi follow karate hain patients ko jisse unko kafi hadd tak aram aur puri tarah se santushti milti hai. Jo patient kisi diabetes, sugar, blood pressure, cardiovascular se pareshan hain, uske liye apne treatment sahi time par karate rahein, apne doctor se uaki dawaiyan lete rahein, time to time dawaiyan khane se aur regular exercise se iss samsya se kafi aram dikhne ko mila hai. Humare yaha par special ayurvedic jo medicine hai vo uska 100% herbal medicine dwara ilaaj karte hain aur ek diet chart plan karte hai. Kuch penis vacuum device jisse blood flow ko badhaya jaa sakta hai uski bhi madad se kafi hadd tak erectile dysfunction mein madad dekhne ko milti hain. Aur adhik jankari ke liye, aapki kuch samsya hai to humse sampark karein ilaj ke liye.

Dhanyavad!


Doctor in Gupta

Get Help
Reviews
Services

Doctor in Gupta

doctor-profile

Dr. Sanam

Sexologist
200 online
Unavailable Today

Patient Review Highlights

Very helpful

8 reviews

knowledgeable

4 reviews

Well-reasoned

2 reviews

Professional

1 reviews

Helped me improve my health

1 reviews

Sensible

2 reviews

Prompt

3 reviews

Inspiring

1 reviews

Caring

2 reviews

Gupta Reviews

V

Verified

Feb 08, 2019

Very good

A

Abhi

Nov 21, 2018

Very Good

View More Reviews

Submit Feedback

Submit a review for Gupta
Your feedback matters!