Lybrate Logo
Get the App
For Doctors
Login/Sign-up
Book Appointment
Treatment
Ask a Question
Plan my Surgery
Health Feed
Facebook Icon
Twitter Icon
Telegram Icon
Linkedin Icon
Health Query
Share
Bookmark
Report

Mera beta 15 month ka hai. Baki bachho k mukable thoda slow growth kr raha hai. Use sardi hamesha rahti hai. Jb 4 month ka tha tb nimoniya hua tha, aur janam k bad 1 month tk he mera dudh piya hai. 10 month tk hone tk me use bachhe k Dr. ko he dikha rahi thi. Doctors ne uske slow growth ka karan, mera dudh na mil pana, aur weakness bataya, hamne new jagh shift kiya bachhe ko sardi hone pe waha k ek GP Dr. ko dikhaya to wo Dr. ne bataya ki bachha delayed milestone hai, wo Dr. k kahne pe sare reports bhi humne nikale ,dr ne kaha report dekh k bataunga ki bachhe ko neurologist ko dikhne ki jarurat hai ya nahi. Reports dekhne k bad Dr. ne kaha reports thik hai. Abhi neurologist ko dikhane ki jarurat nahi hai. Meri samjh me nahi aarha kya karu. Isse pahle kisi Dr. ne aisa kuchh nahi kaha tha, even mere samne se puchhne pe bhi Dr. ne kaha tha ki mera bachha ek dam normal hai. Aur ab me confuse ho gyi hu. Me apne bachhe ko samjh nahi parhi hu. Ki wo normal hai ya nahi. Pls help me Dr.


1Doctor Answered
Suggestions offered by doctors on Lybrate are of advisory nature i.e., for educational and informational purposes only. Content posted on, created for, or compiled by Lybrate is not intended or designed to replace your doctor's independent judgment about any symptom, condition, or the appropriateness or risks of a procedure or treatment for a given person.
book_appt_icon
Book appointment with top doctors for Caring for Toddlers (1-3 yrs) treatment
View fees, clinic timings and reviews

Ask a free question

Get FREE multiple opinions from Doctors

posted anonymously
Pristyn Care Banner
ic_treatment_icon
Treatment Enquiry
Get treatment costs, find best hospitals/clinics and know other details