Sir mujhe fisthula hai jiska opreation maine chattarpur se karwaya hai aur 20 din ho gya abhi dhaga usi me hai sir kitne din tak dhaga rahta hai kyoki dhaga rahta hai to bahut taklif hoti hai.
Ask Free Question
Do not worry its better to come to clinic for check up and thread condition, such cases treat successful in my clinic in varanasi.
Ask Free Question
Aap jis dhage ki baat kar rahe wah Seton thread hai. Iska karya sirf pus ke nikalane ka rasta banaye rakhana hai. Fistula ki healing mein isse koi fayda nahi hoga. Iski bajay aapko Gradeda Ksharsutra ke liye plan karna chahiye jisse ki Fistula puri tarah se theek ho jata hai. Is treatment mein fistula tract mein medicated thread sthapit kar dete hai jo ki saptah ya 10 din ke interval par new ksharsutra se change kia jata hai jab tak ki Fistula puri tarah se heal na ho jaye. Is treatment mein kisi bed rest ya hospitalization ki aavashyakata nahi hoti. Aap apne normal routine work aaram se kar sakate hain. 1990 mein Indian Council of Medical Research (ICMR) dwara AIIMS New Delhi aur PGI Chandigarh mein kiye gaye clinical trials se bhi ye prove ho chuka hai ki Fistula ki problem mein Ksharsutra treatment; surgery jyada kargar aur aasan hai. Adhik jankari aur appointment ke liye aap Sushruta Ano Rectal Institute mein reception par call karein.
Ask Free Question
Agar apne ksharsutra karaya hai to, isme dhaga har char din bad badalna hota hai,
Take help from the best doctors
Ask a free question
Get FREE multiple opinions from Doctors