Hello sir/mam. Mujay 1 saalse anal fissure hai baby delivery ke baadse .pehle kuch mahino tak kafi taklif thi homeopathy treatment se and sahi deit se kam ho gai. Lekin thik nahi ho rahi. Stool pass karte waqt pressure nahi banta. Sahi se stool pass nahi hota .mayne anal stenosis ke bare may padha tabse mujay dar hai k mujay wo to nahi. May ek chotasa skin tag bhi h.plz anal stenosis ke bare may bataye uske lakshan?
Ask Free Question
Anal fissure ki problem bine surgery ke graded kshar karma thrapy dwara theek ki ja sakati hai. Graded kshar treatment mein specialized ayurvedic medicine fissure area mein apply ki jati hai. Yah medicine fissure ko clean karki hai aur healing promote karati hai. Is tarah 3-5 graded kshar karma ki weekly sittings se fissure puri tarah se heal ho jati hai. Is treatmnet mein bed rest ya hospital mein admit hone ki jarurat nahi hoti. Aap apna daily routine ka kaam aaram se kar sakate hain. Adhik jankari aur appointment ke liye aap sushruta nao rectal institute mein mein reception par call kijiye.
Ask Free Question
Seems to be chronic skin fissure with anal tag, better to consult a surgeon, till that time do sit bath regularly and avoid constipation do not worry stenosis wise nahi hota hai.
Take help from the best doctors
Ask a free question
Get FREE multiple opinions from Doctors