Muajay fissure hai aur sentinal tag bhi. Mayne suna hai k sentinal tag rehne se fissure k cut thik nai hote fissure thik nai hota? It is ture or not?
Ask Free Question
As fissure get cured, with this sentinal tag automatically get cured.
Ask Free Question
Yes, sentinel tag ke rahate fissure ke baar - baar activate hone ke chances rahate hain. Sentinel tag ke saath fissure ko bhi bina surgery ke graded ksharsutra treatment ke dwara puri tarah se theek kia ja sakata hai. Is treatment mein; patient ko hospital mein admit hone ya bed rest ki jarurat nahi hoti hai. Aap apna daily routine ka kaam as usual kar sakate hain. Treatment sambandhit adhik jankari ke liye aap sushruta ano rectal institute mein reception par call karein.
Ask Free Question
Fissure ki kabhi bhi surgery na karwaye, isme guda marg me bhot bada ghao ho sakta hai sath hi anal ka akar bad jata hai or stool rokne ki chamta kamjor ho jati hai, sentinel tag bhi bina surgery ke nikala ja skta hai, iska ayurvedic me bhot acha ilaj hai, 1- ayurvedic ksharsutra therapy. 2- ayurvedic matra basti. 3- ayurvedic kshar karma. 4- anal dilatation in ayurvedic therapy ke dwara fissure or sentinel tag ko bina operation bilkul jad se khatm ho jata hai.
Ask Free Question
Yes, it is quite true but some how if you get rid off tag not from fissure than you will surely suffer from fissure go through thread ligation to completely get rid off from fissure.
Take help from the best doctors
Ask a free question
Get FREE multiple opinions from Doctors