Me dobara maa banna chati hu meri ek baby girl hai 3 years ki meri height 5.6 hai meri weight 85 kg hai toh kya mujhe pregnancy conceive karne me kya dikkat ho sakti hai meri date of birth hai 23 /11/1985.
Ask Free Question
Pregnancy mahine ke ek hi din rah sakti hai jab anda phut ta hai. Vo din ke aaspas intercourse important hai. Kyonki mahine ke ek hi din pregnancy possible hoti hai isliye yeh din ke aaspas jab 12 se 24 mahina bina family planning intercourse hota hai aur phir bhi pregnancy nahi rahti hai tab gynecologist ya to infertility specialist ke paas jana hota hai. Jinko bachha chahiye aur apne aap nah hota hai, unko gyncologist ya infertility specialist ke paas jana hota hai, jahan bahut sare reports nikalane padte hai aura lag alag treatment ka prayatna karna padta hai jisme vakt lagta hai. Isliye jisme vishwas ho unke paas dhiraj se jana chahiye. Aapki age ke vajah se aap aur baby ko thodisi jyada risk hoti hai vo pregnancy rakhne ke pahle se gynecologist ke paas samaj lena. Age ki vajah se treatment bhi aisa nakki karo jo jald parinam deta ho.
Ask Free Question
U need to do intercourse from 9th day of her cycle (counting first day of period a s day 1), to 15th day of periods (if ur cycle is of 28 days). DO every day or every alternate day
Take help from the best doctors
Ask a free question
Get FREE multiple opinions from Doctors