Hello sir mera naam sumit hai aur mere doctor mujhe pexep plus 25 mg advice kiye hai mujhe iska side effects ho raha hai restless aur nervous feel hota hai iska side effects kam karne ka mujhe koi dawai bataye.
Ask Free Question
Hi lybrate-user pexep plus already have clonazepam to cope up with side effect of paxep. If you are still not able to tolerate it, ask your psychiatrist to change the medicine. It's prohibited to prescribe medicines on this platform. I hope this information helps you. Wishing you good health!
Ask Free Question
Reduce and stop that, try nexito ls.
Ask Free Question
Aap apne psychiatrist se davaa badalvaa sakte hain. Saath hi main aapko suggest karungi ki aap kisi achchhe counselor se cbt ke kuchh sessions len. Cbt anxiety kam karne mein bahut help karti hai. Aap chahen to cbt ke liye mujhse bhi sampark kar sakte hain.
Ask Free Question
Dear Lybrate user aap ko ye samajna hoga ki har problem ka hall medicines se nahin hota hai. Medicines pareshani ko aur bada deti hai. Aapne likha hi hai ki medicine lene se aapko restless aur nervous feel hota hai. Ab aapko side effects kamm karne k liye dusri medicine chahiye. Medicines har baar kaam nahin karti. Aapko medicines k saath counseling ki zarurat hai. Aap jo medicine le rahe ho vo ek anti- depressant hai, eske side effects honge hi honge. Aap bina time waste kiye, counseling k liye jaaeeye. Counseling se aapki problem ka root cause pata chalega aur aapko pareshani se relief milega. Online counseling k liye aap mujhe bhi contact kar sakte hain.
Take help from the best doctors
Ask a free question
Get FREE multiple opinions from Doctors