Ask Free Question
Hi. Medicine theek hai. Paani aur juice, soup sab milaakey 1.2 litres/ per day rakhiye. Raat ko cpap machine lagaayiye 6 ghantey ke liye. Sleep study bhi kerwaayiye. Cpap machine raat ko sotey waqt legaanaa hai. Issey aapki neend behetar hogi, heart kaa pumping thodaa better hogaa aur fefdey kaa paani clear hogaa. Kisi cardiologist aur chest specialist ko bhi consult karein. Raat ko sotey waqt paani leg sey lungs mein aa jaataa hai. Fluid balance maintain kariye
Take help from the best doctors
Ask a free question
Get FREE multiple opinions from Doctors