Gallbladder Stones
Hello Friends!
I am Dr. Amit Jain, General Surgeon. Today I will tell you about gallbladder stones disease. Is se pehle me apko btaunga ki gallbladder ka function kya hai hmari body me. Ye anashpati ke jaise hota hai hmari body me. Jo ki liver ke right side me hota hai. Hmare liver me bile produce hota hai jo fat digestion me help krta hai. Ye bile gallbladder me jake store ho jata hai. Gallbladder stones kyu bante hai or kya hum ise prevent kar skte hain? Gallbladder stones ke kya problem hoti hai apko. Isse apko pain start ho jata hai. Ye apko right abdomen me pain krta hai. Hum ise diagnose krne ke lia ultrasound krte hain. Jis se hume pta chalta hai kis tone hai ya nhi.
Or agar stones hai to surgery advice ki jati hai. e ek day care surgery hoti hai. Patient ke 2 questions hote hai surgery ko lekar. Kya stones nikale jayenge ya fir glallbladder niklega to digestion ka kya hoga. Sugery me sirf stone nhi, pura gallbladder hi nikala jata hai. Kidney stones hone se sirf stones ko nikala jata hai. Ab digestion me kya problem aati hai. Gallbladder removal se digestion me koi problem nhi hoti hai. Bile vhi apke liver me hi rehta hai. Ab patient ko pta hai after diagnosis ki stones hain gallbladder me but uske koi symptoms nhi hain.
Lekin fir bhi patient ko surgery ke lia jana chaiye. Qquki iske complication bhut jyada hai. Agar surgery time se nhi krayi jaye to patient ko jaundice ho skta hai. Hepatitis ho skta hai. And gallstones are produce the risk of cancers also. Iski surgery laparoscopy se kia jaiti hai. Islia iska itna risk nhi hai. To mera suggestion hai ki agar stones hai to go for te surgery.
Thank You!