Knee Pain
Namaskar, I am Dr. Sorabh Garg, Pain Management Specialist, The Cure Clinic, Delhi.
Aaj hum baat karenge knee pain ki. Ye aaj kal har age factor mein paya jaata hai. Kayi baar iska kaaran trauma hota hai or kayi bar koi bhi karan nahi hota hai. Ye ek age related degeneration hota hai. Aaj ke time mein log medicines khaate hain and operation karate hain.
Lekin aaj ke time mein hum operation ko delay kar skte hain. Iske liye main aapko treatment bataunga PRP. Ye therapy aapki problem ko heal karti hai. Hamare blood mein kitne platelete hote hain. Hum testube me blood lete hain and use centrifuge karte hain. Is formula se hum joint ko save kar sakte hain.
Regular basis pe joint pain harmful hai. Chalte and bhaagte time hamari cartilage rub hoti hain. Ye platelete cover banata hai. Usko heal karta hai taaki aap apni life me normally vaapas ja sken. Hum ye formula aapki body ke har joint me use kar sakte hain. Hip joint me bhi aapko problem ho jati hai. Us jagha ko hum thik se clean karte hain. Agar apko ya aapki family me koi pain ko leke issue hai to vo iske through treatment le skte hain. Thank You.