Lybrate Logo
Get the App
For Doctors
Login/Sign-up
Last Updated: Jan 10, 2023
BookMark
Report

Skin Related Problems

Profile Image
Dr. Gopinath MenonHomeopathy Doctor • 33 Years Exp.BHMS
lybrate_youtube

Hi, I am Dr. Gopinath Menon, Homeopath. Last time humne mental problems ke bare mein discuss kia tha. Mein aap ko common problems ke bare mein bataunga. Arthritis patient ko asahaye kar deta hai. Arthritis mein rheumatoid and osteoarthritis hota hai jo patient ko effect karta hai. Rheumatoid arthritis andar ki problem ki vajha se hoti hai. Osteoarthritis cartilage ghis jane ki vajha se hoti hai. Dono hi condition mein patient ka haal bohot kharab ho jata hai. Iske liye treatment mein painkillers hote hain and steroids hote hain. Homeopathy is treatment ke liye kya karta hai? Homeopathy is problem ko cure karta hai ki patient ka pain, stiffness and tablet ke upar dependency bhi khatam ho jati hai. Homeopathy aap ki problem ko root se khatam karta hai.

Homeopathy aap ko steroids se hatata hai and pain ko kam karne mein help karta hai. Homeopathy se aap ko 2-3 weeks mein hi result milna start ho jata hai. Tablets pe dependency kam ho jati hai. Patient ko har type ki bimari se dur karne ke liye homeopathy mein bohot acha cure hai. Chikungunya aaj ke time mein bohot common hai. Steroids lene se patient ko bohot problem hoti hai and side-effects ho jate hain. Homeopathic bohot jaldi and bohot acha Kam karti hai. Ye bhi aap ke liye bohot safe hai. Spondylosis ke liye bhi homeopathy aap ko bohot acha treatment deta hai. Aap homeopathy try kariye and iske effective results dekhen. Thank You.

In case you have a concern or query you can always consult a specialist & get answers to your questions!
chat_icon

Ask a free question

Get FREE multiple opinions from Doctors

posted anonymously
doctor

Book appointment with top doctors for Rheumatoid Arthritis treatment

View fees, clinc timings and reviews
doctor

Treatment Enquiry

Get treatment cost, find best hospital/clinics and know other details