Sir, mujhe ye visvas nahi hota ki jo maene kar deya .vo ho gaya, aek bar karne ke bad dubara use check karta hu ki vo sahi hua ki nahi bar bar check karta hu. Kuch dhurta rehta hu .mera kuch khoya to nahi. Es type ke thoughts daar create karte hai sir aur koi kam karne me daar bhi lagta hai. Jaese mai kuch kar chuka hu to mai use man hi man dohrata hu jab tak satisfied na ho jau ki maene sahi keya. Please prescription medicine sir and how it take in a day.
Ask Free Question
Hi Mr. lybrate-user, jo history apne di ha according to that apke obsessive compulsive disorder ocd ki samsaya ha. Jiske liye apko kuch antiobsessive medicine +/- behaviour therapy i.e. Erp. But for starting anything detail discussion ki zarurat hogi. You might contact me telephonically or any other psychiatrist.
Ask Free Question
Apke symptoms ke aadhar par aise lagta hai jaise apko ocd (obsessive compulsive disorder) ki bimari hui hai. Iske lakshan hai bar bar haat dhona, aise lagna jaise haat gande ho, doubt lagna choti choti bat par, bar bar jake check karna k kam thik se kiya k nahi, har cheez ko order mein rakhna, agar aisa na ho toh man mein bohot bechaini lagna, bar bar same thoughts aana, thoughts ko rok na pana vagera. Iski vajeh se jada tar logon ko kafi tanaav aur nirasha mehsus hoti hai. Par achhi baat ye hai ke is bimari ka ilaj ho sakta hai. Par prescription yaha bhejna allowed nahi hai. Uske liye apko mujhse ya kisi anya psychiatrist se consultation karna padega taki apko prescription bhej sake. Ap mujhe mobile par contact kar sakte hai. Ya fir Lybrate pe hi appointment le sakte hai.
Ask Free Question
lybrate-user, according to your information it is clear that you need counselling and therapy, for your fear, anxiety and self esteem. Within 4 to 5 session it will get resolved. Relax and contact for appointment.
Ask Free Question
Ocd doubts ana bar bar ana ye treatable hai psychistrist se medicine le me therapy kar sakti hu cbt consult with me or any psychologist for therapy and counseling all the best.
Take help from the best doctors
Ask a free question
Get FREE multiple opinions from Doctors