Meri age 20 saal ki h mere daant bhar h to unhe ander karne ke liye invisible bresses ki cost kya hogi in govt hospital.
Ask Free Question
Hello invisible braces do tareeke key hey 1. Ceramic - jo ki safed rang ke hote hey toh dikhte nahi agar aap smile yah baat karte ho toh. 2. Alingners- ye ek tarekke ki plastic ki plate hoti hey jo har mahine change hoti hey, jo bilkul aar par hoti hey aur dikhti nahi govt hospitals mein aksar metal braces jyda phenyae jate hey. He yah toh free of cost hote hey yah phir private ke mukabale 10-20 percent bahut kam rates mein appko mil jayengy. Aap ceramic braces ke liye puch sakte ho kisi govt hosp mein wahan definately kam rates honge. Alingners govt hospit mein syad nahi hote .(mein sure nahi hun aap apne end se confirm kar lijyega) but aap private mein jaa sakte ho jo ki aapko emi options available karwa dete hey. Personal advice: woh braces lagwao jo aapko results dey.
Take help from the best doctors
Ask a free question
Get FREE multiple opinions from Doctors