Mam mai mera age 25 years hai mai 1 month se kafi stress me cha raha tha. Ek din jab mai morning me utha to kafi thakan lag raha tha. Uske agle din mere left pair me akran hone laga. Fir left hand me bhi akran hone laga or fir dard start ho gya madam or ab chalne me bhi problem hota hai. Kya karan ho sakta hai ye problem sirf left side me ho raha hai. Mam please help me.
Ask Free Question
Pehle app stress ke liye counselling kijiyega aur ohir health check up bhi kar lijiyega..
Ask Free Question
Cramps in the body can occur due to multiple reasons. It may be due to calcium or potassium deficiency or due to improper posture resulting in spasm. Besides you also mentioned that you feel tired and lethargic. It can be indicative of vit d3, vit b12 deficiency .if you don’t have any other stress or depression, then all your symptoms may be due to nutritional deficiency. I would advise you to take tab. Rejunex cd3 once a day for atleast one month. Eat lot of fruits too.
Ask Free Question
You need is relaxation therapy's and meditation's.
Ask Free Question
Hi lybrate-user! main samajhti hoon ki ye apke liye kaafi confusing hai. Ek doctor ki salah lena aapke liye madadgar ho sakta hai. Kyuki aapne bataya aap kaafi stress mehsoos kar rahe the, ye uske karan bhi ho sakta hai. Agar aap ko emotional sahayta ki zaroorat hai stress manage karne ke liye, toh aap kisi psychologist ke saath therapy session book kar sakte hai. Agar aapko lagta hai ki aap khud bhi stress manage kar sakte hai, toh vo bhi kar sakte hai - there is meditation, physical activity, art, music - sabke liye alag alag cheezein asar karti hain.
Take help from the best doctors
Ask a free question
Get FREE multiple opinions from Doctors