Meri age-46 hai. Meri hba1c 10.8 .mere doctor ne mujhe 20 din pehle triglimiprex 2 mg din me do baar. Or evening me vildagliptin 50/500 mg. Isko 20 din khaane ke baad. Meri glucose fasting 190 or after 2 hour meal 250 nikli. Phir mene dubaara jab consult kia to doctor ne glycomet gp2 850 mg din me do baar or teneligliptin 20 mg dophr ko lene ko bola. To mai ye punchna chahta hu. Kya isse diabetes control hogi.
Ask Free Question
Hello, Thanks for the query. I have seen the details given. Your HbA1c% is too high considering the age. Secondly fasting 190 mg & PP 250 mg also are quite high. I do not understand the rationale behing changing form earlier tablets to the newer ones. In fact pahale ki golon me Pioglitazone bhi tha, jo naye treatment me nahi hai. Aur ek baat yad rakhana, diabetes treatment me goliya (medicine) sirf 1/3rd hi kaam karati hai. Usake saath diet pe control aur regular daily exercise bahut jaruri hai. Aap ka weight likha hai lekin heght nahi likhi hai. Aap ki umra ke hisab se FBG should be 100 mg & PP 150 to 170 mg aur HbA1c% < 7% rahana chahiye. Thanks.
Take help from the best doctors
Ask a free question
Get FREE multiple opinions from Doctors