Mere teeth me koi problem to nhi hai, lekin mai chekcup karwane ke liye gya to dentist ne bola ki 30 ki age ho gyi aaj tak apne dental checkup nhi karwaya? To unhone bola scaling karwa lo, scaling kuch log mana karte hai usse teeth kamjor ho jate hai kya essa hai? please suggest.
Ask Free Question
Bilkul kamzor nhi hote.ulta majboot hote hai.karwa lo.sirf ye dekh lena ultrasonic vibration wali machine honi chahiye
Ask Free Question
Hello ji please be calm no scaling does not induce mobility and weakness. Instead it removes the the calculus and plaque for further details you can contact me at my code bj6eie thanks.
Ask Free Question
Hello punit, ye ek afwa hain, ki scaling ke baad daant kamjor hojate hain. Jabki iska ulta hain, app scaling nhi karwaoge toh daant kamjor hojate hain. Agar apke dentist apko scaling suggest kar rahe hain, toh app chaho to karwa sakto ho.
Ask Free Question
Hello lybrate-user, ye samasya sirf aapki nahi hai, bahot patients hamase puchhte hai ki safai se daat kamjor to nahi hote? Aaj kal ke khaan paan ki adato se logo ki dato me kafi sari samasyae aati hai. Isliye apko saal me do baar dentist visit karni chhahiye. Apko agar treatment ki jarurat hai to apke doctor apko pehle hi bata denge, taki samasya aur aage na badhe. English me kahavat hai, prevention is better than cure. Isse apke ilaj ke paise bhi kam lagte hai. Rahi baat daton ki safai ki to usse daat aur jada majboot hote hai. Jo marij bikul aakhri stage pe dikhane aate hai, jinke daat bahot hi hil rahe hai to aise patients ko safai ke baad jada hine lagne ka ahesas hota hai.
Take help from the best doctors
Ask a free question
Get FREE multiple opinions from Doctors